Maa
Pathan : Bachpan me agar Maa ki baat
suni hoti to Aaj ye Din nahi dekhna parta.
Judge : Kiya kehti thi Maa?
Pathan : Jab baat hi nahi suni to
kese bataun?...:-0
by @irha@ (few years ago!) / 2957 views
Similar Jokes
Ek Pathan larki se: Hum se shadi karo tum ko Sawaab milega.
Larki: Woh kese?
Pathan: Hamara shadi hogi, bacha hoga.
Hum bachay ka naam Sawaab Khan rakhay ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aslam ek raat macher dani say bahir
so raha tha. Maa nay poocha k Aslam
beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko
bewakoof bana raha hoon. Woh
samjein gay k mein macher dani k
ander hoon, hahaha....
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Mahatma Gandhi Ne Apni Wife Ko Shaadi Se Pehle
Love Letter Likha:
Dear Kasturba I Love You,Tumhare Bapu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maa- Beta tum apne baal kyun nahi katwate?
Beta- Kyu maa?
Maa- Beta log rishte k liye tumhari behen ko dekhne aate hain aur tumhe
pasand kar jate hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Me tmhara mobile dkh skta ho?
Girl: Han Q nai, Jst a min
Inbox dlete,
Sent item dlete,
Call hstry dlete
Ye lo dekhlo Tmhe tu mujh pr trust hi nai hy.
by Raju (few years ago!)
Sardar Askd The QuaIification 4rom Beautiful Girl
Girl Replied: Double M.A
Sardas Askd: Kyun Pehla Galat Ho Gya Tha?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan-Mere Mohale wale bohat
Kanjoos hy
sardar: kyon?
Pathan-Sb ne 14 August manaey
Pr
Ksi ek ne b hamare ghar
Qurbani ka gosht nhi bheja
by Abdul Hannan (few years ago!)
Faqeer phone pay: Hello pizza hut? Awaaz aaye: Yes!
Faqeer: 2 large pizza aur 1 coke bhej do.
Awaaz aaye: Kiss kay naam pay? Faqeer: Allah kay naam pay baba.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Main Ne Jo Apni Girl Friend Ko Kaha
Kay PARDAY Mein Raha Karo Jaan.
Us Ne Police Ko Keh Diya
My Boy Friend Iz Taalibaan.
(‘.’)
//”/ Oh Teri
_/”_ Khair.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette,
Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k
Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne
Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota
papa..
by Pak101.com (few years ago!)