1 indian ne
1 indian ne 24 ghnte tk pani mai sans rok
kar rehne ka rcord qaim kya hai jinhe kal
.
.
.
Bad namaz e zuher mewa shah qabristan
mai dafnaya jaega..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 844 views
Similar Jokes
1st girl:mere paisay chori ho gae.
2nd:magr to tu paisay brizer me rakhti the
1st:mujhe kia pta tha sala chory kar raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette, Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota papa...
by Pak101.com (few years ago!)
Evolution of man:
Without shaadi Spiderman
Shaadi ke din superman
Shaadi ke baad Gentleman
Aur
B.V khobsurat ho toh saari umar watchman.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik admi apni bewi ki qabar par kara zor zor se panka chala rahata aour rorahatha. Kisi na kaha itni mohabat. Bola ke marna wali kehkay gaye the ki meri qabar ki miti khoshk honai se pehle doosri shadi nahi karna. Kon kambakht har roz qabar par do balti pani dal kar chala jata hai.
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Jab tumhe koi thappar bhi maray
to uska jawab phool se do
Magar phool qabrustan ja kar he dena :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
'1 larki park me bench pr leti thi.
1 faqir aya or hans k bola:
Helo darling. ....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mareez ne doctor se kaha.mainek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
Doctor .....acha to main ap ko kal se 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz
ka 10 rope ka fayda nazar ayega.
by Abdul Basit (few years ago!)
Pathan ki 2 Beveyan Lar pari..Aik boli k Aaj sunday Hay.or 2sari boli ni .Aaj Mondy Hay.
PATHAN Tang Aa k Bola
hum kya Pagal Hun. Jo Juma parh k Aya Hun?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Murga - Murgi Ki Love Story-:
Murga:- I Love U Jaan
Murgi:- Tum Mere Liye Kya Kar Sakte Ho? Murga:- Kuch Bhi
Murgi:- Chalo fir 1 Anda De k Dikhao!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pani ko bewkuf kaise banaoge?
Socho
Socho
...
Socho
Garam karo or roz ki tarah aaj bhi mat nahao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)