Shikwa hamein
Shikwa hamein manzoor nhi…
Aaj na koi bahana hoga …
Aap ko hamari khushiyou1n ki qasam…
Next saal aap ko Nahana hoga
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1006 views
Similar Jokes
What does Sardarji do when he has one white sheet and wants an extra sheet?
He makes a photocopy of the white sheet
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Pappu Bahut Jorr-Jorr Se Ro Raha Tha To Uski Maa Usse Puchte Hai.
Maa: “Alle Alle Mera Beta Kyu Ro Raha Hai?”
Pappu: “Dad Ne Mujhe Kissi Nahi Di”
Maa: “Tumne Unko Table Nahi Sunaya Hoga”
Pappu: “Baazu Wali Aunty Ko Kounse Tables Aate Hain?“
by Pak101.com (few years ago!)
Bv maikay ja kar shohar ko har roz phone kiun karti hai?
Ta keh shoahar ko yaad rahy k musibat tali nai hai kbi bi wapas aa jae gi.
by Sabir shah (few years ago!)
Police officer 2 his son!
Tumhara result acha nhi aaya,
Aaj se tumhara khelna aur T.V dekhna
... band
Son!Ye 50 rupay pakro aur is baat ko yaheen dabado
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan england me club pe chala gia . Wahan dance karne k bad bola yaar ye bta do ye shadi kis ka tha
by Sabir shah (few years ago!)
Doctor: Kya Takleef Hai??
Sardar: Seenay Me Boht Dard Ho Raha Hai
Doctor: Cigrette Peetey Ho?
Sardar: Han Magar
"Gold Leaf"
Hi Mangwaana.
by Mazhar Khan (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Boyz Mentality :-
Ye jo aag dim me lagi hai zamane me laga dunga,
.
..
…
Uski doli jo uthi,
to Koi baat nahi smart hoon dusri pata loonga…;)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Raat mujhe ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend:Lekin tere pas to hamesha Gun hoti hai. Sardar:Wo maine chupa di thi, warna wo bhi chori ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Faqeer:2 rupee de do,
girl:sharam nai ati itne samart kubsurat nojawan hu k bhek mangte ho.
Faqeer:ok darling pher apna number de do.
by Sabir shah (few years ago!)