Student

Najomi Boy ka hath daikh kar bola :
Baita Tum boht Parhogay
.
Boy: Saalay.. Parh tu mai 12 saal sai raha hon, yai batawo Pass kab honga

by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 734 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Police constable 2 his son

Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Navy mein kaam hai

Santa: navy mein kaam hai. karoge?
Banta: zaroor. kya kaam hai?

Santa: jab ship beech samundar mein ruk jaata hai, to tumhe peeche se use dakhelnaa hai

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan angoor bechne wala

Ek Pathan angoor bech raha tha
Magar kah raha tha "aalo le lo aalo"
.
1 Admi ne kaha Khan sahb yai tu angoor hain
.
Pathan: Chup ! Warna Makkiyan aa jayengi

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Aslam ek raat mac

Aslam ek raat macher dani say bahir
so raha tha. Maa nay poocha k Aslam
beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko
bewakoof bana raha hoon. Woh
samjein gay k mein macher dani k
ander hoon, hahaha....

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
bank se loan le kar

Ek sardar ne bank se loan le kar car li lekin loan wapis na kar saka.
Bank wale car le gaye.
Sardar bola: Mujhe pehle pata hota to shadi bhi bank se loan le kar hi karta.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar

Wife Husband Se : Woh dekho ladka mujhe smile de raha hai....

Husband : Smile nahi de raha jab maine tmhe pehli baar dekha tha to mere bhi hansi nikal gaye thii....

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dada ji

Dada ji: Puter mere ander sai daant le aa
Pota: Per Dada ji abhe khane ka time nahi hoa
Dada ji: Oh yar wo samne wali buddi ko smile pas kerni

by Mazhar Khan (few years ago!)
pathan qabar main!

Pathan k qabar ki pehli raat mai 62 fareshte aey…?

2 farishte sawal puch rahe the aur baqi k 60 farishte pathan ko sawal samjha rhe the..

by Abdul Hannan (few years ago!)
If I was an artist,

If I was an artist, you would be my picture! If I was a poet, you would be my inspiration! If I was an author you would be my story! But I'm only a cartoonist!

by khalid hussain (few years ago!)
Akhir Ye Julam Kab Tak Chalega

Bete Ne Rote Hue Apne Baap Se Puchha: “Papa Aap Jaise Mujhe Marte Ho, Waise Dadaji Bhi Aapko Marte The Kya?”

Baap: “Haan Beta, Bilkul”

Beta: “To Ye Khandani Haramipana Kab Tak Chalega“

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Son: Papa aaj meri Miss

Miss Call By Miss

Funny

shadi mubarak

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Telephone call

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

Born in California

pathan and blood test

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook