ALL IZ WELL Bol K
Har Gham Ko Pala Nahi Jata.
Kaanch Ki Cheezon Ko Uchala Nahi Jata.
Kuch Karna Hai To Mehnat Karo Jaani.
Har Baat Ko ALL IZ WELL Bol K Tala Nahi Jata.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 843 views
Similar Jokes
Shiv-Mera Trishul Kaha hai ?
Parvati-Ganesh le Gaya.
Shiv-Kyu?
Parwati-Keh rha tha 'Girlfrind ke sath Maigi Khane ke liye Papa ka kaanta le ja raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ek Din Apna Checkup Karvane Ek Doctor Ke Paas Gaya.
Doctor: “Aur Snata Ji, Kaise Aana Hua?”
Santa: “Doctor Sahab, Kuch Tabiyat Theek Nahi Hai, Liver Mein Bahut Jayada Dard Ho Raha Hai?”
Doctor: “Daaroo Peete Ho?”
Santa Khush Hote Hue Bola: “Haan, Par Chhota Peg Hi Banana“
by Pak101.com (few years ago!)
Bank Manager:
Hamara Bank aapko bina interest ke loan de raha hai..
Santa:
Jab dene mein interest hi nahi hai, to kyon de rahe ho?
Nahin chahiye!
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi Shohar Se "Tum Shaadi k Baad Badal Gaye Ho !".
Shohar: "Mene Tumhei'n Pehly Hi Bata Dia Tha k Mujhy Shaadi Shuda Larkio'n Main Koi Dil-chaspi Nahi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
English Teacher : Do you know the importance of a period?
Kid:" Yeah , once my sister said she has missed one ,my mom fainted, dad got a heart attack and our driver ran away."
by Pak101.com (few years ago!)
Jageer daar:agr me subah apni car me niklun to sham tak apni adhi zameen nai dekh sakta.
Sardar:mere pas bi pehlay aisi car thi.
by Sabir shah (few years ago!)
Son 2 Mom: 10 Rs. Dena Bahir 1 Gareeb Ko
Dene Hain,
.
.
.
Mom: Kaha Hai Gareeb.. ??
.
.
.
Son: Bechara Bahir Dhup Mein Kulfiyan Bech
Raha Hai.. -:p -:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Maa: Soja warna gabbar ajaiga,
Bacha: Pehle 100 rupeye do,
Maa: Q?
Bacha: warna me papa ko bata dunga mere sone k bad gabbar ata he.
by nadeem (few years ago!)
Nanhi bachi- “Dadiji, kya aap acting bhi karti hai?”
Dadi- “Nahi to, lekin kyo?”
Bachi- “Subah maa pitaji se kah rahi thi ki yadi aap yaha rahi to drama to jaroor hoga”
by Pak101.com (few years ago!)
Seeta- “Behan, bartan saaf karne ke liye sabse
achi kaun-si cheej hai?”
Geeta- “Maine bartan saaf karne ke liye bahut-si
cheeje istmaal ki, par pati se acha kisi ko nahi paya”
by Pak101.com (few years ago!)