Pakistani Awam Ki
Pakistani Awam Ki Insaniyat K Liye
3 Khidmaat Aesi Hain K
Dunya Main Koi Hamara Muqabla Nahi Kar Sakta.
1. Bhai Motorcycle Ka Stand Utha Lo.
2. Bhai Bike Ki Head Light Band Kar Lo.
3. Bhai, Baji Ka Dupatta Utha Lo, Wheel Main Na Ajaye.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1518 views
Similar Jokes
Medam-kaha se copy ki, kahan h pen?
Boy-jbse tumhe dekha kya copy kya pen
Tere mast-2 do nain mere dil k le gye chain gayab h copy or kho gaye pen
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Sardi Me A.C Lgwaya..
1 Shakhs Ne Pucha:
Itni Sardi Me A.C?
Pathan:
.
.
Oye Mene Ulta Lgwaya Ha,
Garam Hawa Andar Or
Thandi Hawa Bahar Jaye Gi.
by Pak101.com (few years ago!)
1990 mian American bank ny "Bill Gates" ko 2 Lakh ka lone dainy sy inkaar kiya tha...
2001 main duniya k ameer tareen shaks "Bill Gates" ny wo bank khareed liya...
Or Aaj Ufone waloon ny mujhy loan dainy sy inkaar kya hy 15 rupee ka...
U just wait and watch...
(",)
<))>
_//_
Na Na Moafi ka to sawal hi paida ni hota sain..
by lescol (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Abdul Hannan (few years ago!)
1-Jiske Piche Me Hu
Q K
Wo Tujko Kabhi Nai Milegi.
2-Jiske Pichhe Me Nai Hu
Q K
Jo Mujse Na Pati Wo Tumse Kia Pate Gi. ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Rat k 3 bje santa k phn per phn aaya=HELLO
yahan FATIMA MAHFOOS rahti hai kya?
Santa-kutte itni rat ko ager fatima mere pas hoti
to kya mahfoos rahti..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nya sipahi(inspector se): Sir,ye bilkul galat haiki mein us chor se der gaya tha
Inspector: To tum us gaadi ke piche kyun chupe the?
Nya sipahi: Ji weh to mein kutta dekh kar chupa tha
by Pak101.com (few years ago!)
Autowala to Santa : Sahab, 100 rupaye ho gaye.
Santa ne 50 rupaye autowale ko de diye.
Autowala : Sahab ye to gundagardi hai, meter ki hisab se 100 rupaye hue hai.
Santa : Tu bhi to baithkar aaya hai, tera kiraya bhi kya mujhe dena parega!!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi ka gala kharab tha woh raat 3 baje Dr. ke ghar gaya. Dard ke waja se bahut ahista se pucha Dr. hain?
Uski biwi usse bhi aahista se boli Nahi hai aajao.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Faqeer: 10 rupiya de do sahab chae piyonga...
..
Admi: Chae tau 5 ki ati hai..
..
Faqeer: girl friend bhi piyege..
..
Admi: Faqeer ne bhi girlfriend bana li?
..
Faqeer: Nhi sahab... Girlfriend ne faqeer bana diya..
:D :D :D
HAHAHAHA
by WAQAR (few years ago!)