Janu Ab Hum Kb Milaingay
Larki Larkay Say: Janu Ab Hum Kb Milaingay?
Larka . Ye Tou Imran Khan,
Ya Tahir Ul Qadri Hi Bataen Gay K,
Agla Jalsa Kaha Ha… ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1096 views
Similar Jokes
Pathan 1: Yaar soraj raat ko kion nahi nikalta?
.
Pathan 2: Kia pata nikalta ho, agar, etny andhairy mai kis ko dekhayi dega !!
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa : Kal papa Kuwe me Gir gaye, Bahut Chot Lagi, Bahut Chilla rahe the. Banta : Ab Kaise hai?
Santa : Thik hi Honge, Kal se Kuwe se Koi Awaaz Nahi aayi Na.
by Pak101.com (few years ago!)
Bewakoof 1: Woh ladki kitni sundar hai!
Bewakoof 2: Mujhe uska naam pata hai.
Bewakoof 1: Kya naam hai uska?
Bewakoof 2: Wo Bank mein kaam karti hai, uske counter ke upar uska naam likha tha - CHAALU KHAATA
by Pak101.com (few years ago!)
1 moti aurat docter se: suna hai khelne se motapa kam hu jata hai ,magr mujhe kiu farq nai para .
Dr:ap konsa khail khelti hu?
Moti:yassu panju.
by Sabir shah (few years ago!)
Lalu to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar
kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne
eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke
ande kiske hain to vo murgi bhi tumari.
Rabri: Lalu Ji, Koi hint to do?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boyfrnd Reaches Home: Pack Ur Bag Honey, I've Won Rs10 Crores In A Lottery.
GF: Wow! Thailand Or Switzerland?
BF: Who Cares? U Jst Pack Ur Bag & GET LOST..:-p
by Pak101.com (few years ago!)
PaKisTan Me LoGo k
liye sab se MusHkiL kaaM
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
ApNe kaaM Sy kaaM rakhna....!!!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aaj k bacche..
Ek baccha baap ke
saamne Cigarette pee
raha tha..
.
Ek Aadmi:" Oye Baap ke
Saamne
Cigarette Pee raha hai
be.. ??
.
.
.
Baccha:" Toh baap
konsa Petrol Pump hai
be Jo Udd jaega..??
Bolti band..
by Pak101.com (few years ago!)
wife: bas karo kitna karoge? raat se kar rahe ho.
thaky nahi abhi tak?
husband: raat se kar raha hoon to kiya hua
aaj to main pora din karonga.
SMS itne saste jo hogaye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Jab Nayi Nayi SHadi Hui Thhi To Wo Apni Patni Ke Har Kaam Mein Nukks Nikalta Thha.
Ek Din Santa Apni Patni Ko Kehta Hai.
Santa: “Ja Anda Le Ker Aa”
Patni: “Yeh Lo Boil Kiya Hua Anda”
Santa: “Gadhi, Yeh To Fry Kerna Thha”
Kuchh Din Bad
Santa: “Ja Anda Le Ker Aa”
Patni: “Yeh Lo Fry Kiya Hua Anda”
Santa: “Ullu Ki Pathi, Yeh To Boil Karna Thha”
by Pak101.com (few years ago!)