Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao nokar ne
kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunachawoh sahib khud hi bazaar se saman le aye.ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao.is ne jawab diyaise sui gas par pakan nahi aata.in sahib ne khud khana tyar kar liya.phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo.who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta .muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1151 views
Similar Jokes
Aadmi road par khara ho kar hans bhi raha tha aur ro bhi raha tha,
paas se guzarne wale larke ne poocha:
Bhai sahib, kiya hua, aap kabhi hanste hain aur kabhi rotey hain.
Aadmi bola: Yaar hans es liye raha hun ke meri saas 7th floor se gir gaii, aur ro es liye raha hun ke wo meri naii BMW par giri hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 bachay examinatin hall my bethey they
examiner bht strict tha
cheating nhn karne de rha tha
ek bachay ne chit likh k examiner ko di.
Examiner khamoshi sy ja k apni chair py beth gya.
2sra bacha pehle se: yar tu ne kya likha?
bachay ne kaha
“SIR PeECHeY Se APKI PANT PHATI hui He”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pati daaru pi kar apni patni se kehta hai,
Darling, aaj kuch aisi baat karo
Ki mere kadam zameen par na tike...
Patni ne kaha kaho to faasi pe chada du.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Laloo was going to a railway line to commit suicide. He was carrying a tiffin with her.
Sardarji asked: WHY ?
Laloo replied: If the train gets late, will I remain hungry ?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Car Ki Battery Change Karwane Gaya …
Mechanic:
Sahab, Exide Ki Daal Doon ?
Sardar:
Nahin Yaar,
Dono Side Ki Daal De,
Warna Phir Problem Hogi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar interview dene gaya,
officer:what do you do?
Sardar :kafi dair sochne k bad happy birth day to you
by Sabir shah (few years ago!)
Dulha: Aaj se tum meri Zeenat ho, Tabasum ho, Tamanna ho...
Dulhan: Sharma k... Ji Aaj se aap b mere liye
Naveed ho,
Tahir ho,
Imran ho.
Kamran ho..;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 2 Sardar:Maine Aisa Mashroob Banaya HaiJise Peete He Insan Such Bolne Lagta Hai.Tum Pee Kar Dekho.
Sardar (Mashroob Pee Kar):Aakh Thoo, Yeh To Tail Hai.
Pathan: Dekha Tumne Such Bola,Yeh Waqai Tail Hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Boy: Mujh se shadi karo gi........?
Girl: Kia?
Boy: Achi film hai na!
Girl:Kuttay k bachay.
Boy:What!!??
Girl: Kitnay cute hotay hian na
by Tanveer Hussain (few years ago!)