Judge chor se
Judge ( chor se ) : tum pandharvin baar adalat mein aaye ho is liye tum par pachaas hazaar rupay jurmana aed kya jata hai.
chor ( haath bandh kar ) : huzoor! baqaida anay walay gahak ke sath kuch to riayat honi chahiye
by Mazhar Khan (few years ago!) / 859 views
Similar Jokes
Sardar G Ko Invitatn Mila K:
Aap Ne Party Mein RED Tie Pehan Ke Aani Hai
Sardar G Party Mein Punhchey
To Dekha K Logon Ne Pent Shirt Bhi Pehni Hui Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar and Police man
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
5 pathan aur 1 Behari Helicopter ki Rasi sy latky Huy thy,
.
Pilot ny kaha Load ziyada hy 1 fard ko Koodna hoga,
.
Ye sun kar Behari ny kaha K Rasi ko Chorny ki Qurbani me deta hun!
Taaliyan
Ye sun kar saray PATHAN Taaliyan Bajane Lagy
Moral:
Jo na kate aari se.
Wo kte behari se.
by Pak101.com (few years ago!)
class teacher boli:
batao bacho zinda rehne k lye kya chez zaruri h
studant:
zor se bola
zinda rehne k lye teri kasam
ek mulakat zaruri h " sanam "
by gazi (few years ago!)
Waldain se barh kar is dunia me kuch nai hai.
So,
jaldi se shadi kar lu aur waldain ban jao
by Sabir shah (few years ago!)
Husband: Hypnotise karna kia hota he!?
Wife: Kisi ko Apne Control me kar k Apni Marzi k kaam Karwaana.
Husband: Chal jhooTi,Usay to Shaadi kehtay hain.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
All happy Husbands behave like Amir Khan in Ghajini -
Biwi ki sunte hain,
Samajhte hain,
Aur.
15 Minute ke Baad sab Bhool Jaate Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bar Jan Mang K To Dekho
1 Bar Yääd Kr K To Dekho
Agar Hum Na Aye To Samaj Lena
Shehzada Sutta Peya Ae,
Ty Mobile Silent Ty Vai..
by Pak101.com (few years ago!)
Bv maikay ja kar shohar ko har roz phone kiun karti hai?
Ta keh shoahar ko yaad rahy k musibat tali nai hai kbi bi wapas aa jae gi.
by Sabir shah (few years ago!)
Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena
by Mazhar Khan (few years ago!)