Koi masla
Teacher ne lecure dene k baad students se pocha koi masla.
Last bench se pathan bola humara transformer kharab hai
by Sabir shah (few years ago!) / 947 views
Similar Jokes
Santa : Mom kya aapne mujhe paida hone se pehle dekha tha?
Mom : Nahi to beta!
Santa : To phir paida hone ke baad aapne mujhe pehchana kaise??
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Banta: kaise?
Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Most innocent dhamki
A thief was leaving the house after robbery,
suddently the kid wokeup and said -
Mera school bag bhi le ja kaminey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BEAUTIFUL THOUGHT…!!
Aik Shakhs Tha Jis Ki Aadat Thi K Wo Raastey Mein Milney Waley Har Shakhs Ko SALAM Karta Tha, Par Ek Shakhs Us K Salam Ka Jawab Dene K Bajaye Usey Galiyan Deta Tha.
Phir Bhi Wo Naik Insaan Usey Har Roz Salam Karta Tha. Aik Din Us Sey Kisi Ne Poocha K “Wo Shakhs Har Roz Tumhein Bura Bhala Kehta Hay Tum Phir Bhe Usey Salam Karte Ho Q ?
Us Naik Insaan Ne Jawab Diya” Us ki beti bari fit hai yaar .
Moral: Har msg islami nahi hota.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Joota chupai ki rasm k wqt dulhay ki 1 sali ne kaha:main to 1100 loongi.
2nd sali boli mai to 2100 loongi.
peche se 1 pathan bola: 2310 lelo, us main FM Bhi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
?45 Kg Ki Ladki Ko Uthane Me Ladko Ko Koi Pareshani Nahi Hoti,
But
18 Kg K Gas Cylinder Ko Uthane Me Ladko K Pasine Chhut Jate H, kyun?
by Pak101.com (few years ago!)
Girl frnd
Meri photo de2 muje new bfrnd mil gaya h
Boy frnd ne 30 photo's bhej ke likha
Inme se dhundh le muje to teri shakal bhi yad nai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor
donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Ko Din Mein Sote Hue Ek Machhar Ne Kaata.
Aadmi Hairan Hote Hue Machhar Se Bola: “Tum To Raat Ko Aate The?”
Macchar Ne Kaha: “Kya Karoon Saahab Ghar Mein Maan-Baap Bimaar Hai Ek Choti Bahan Hai Jiski Shadi Karni Hai Ladke Walon Nai Dahej Mein Ek Liter Khoon Maanga Hai Isliye Overtime Karna Pad Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj mere pass
Mobile hy
Number hy
Charger hy
Battery hy
Balance hy
Tumhare pass kiya hy?
Hy koi msg?
To bhej do
Agar nahi to
Mobile bech do.
by imran (few years ago!)