Ladki ka Baap
Ladki ka Baap: Tum meri beti ko kab se pyar karte ho?
Ladka: 3 mahine se.
Baap: Me kaise yakin karu?
Ladkha: 6mahine rukiye yakin ho jayega!
by Pak101.com (few years ago!) / 1047 views
Similar Jokes
Highway Par Police Ne Khan Ko Pakad Liya Aur Pucha.
Police: “Aap 180 Ki Speed Se Kyu Ja Rahe Ho?”
Khan: “Sir, Aap Logo Bhi Kamal Karte Ho Khud Hi To Board Pe Likha Hai – Yaad Rakhe Ghar Pe Koi Aap Ka Intzaar Kar Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…??
Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai.
Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Modern Day Break Up..
Gal: I Wanna Break Up With U..
Boy: Why??
Gal: Bcoz U Didnt Comment On My Pic On
FACEBOOK!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 cheezain jin k jaane ka koi bhrosa nahi hai
.
.
jism me se jaan
.
.
jeb me se paise
.
aur
.
.
.
LIGHT
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:Kal mere aba Kunwain men gir gye or zor zor se cheekhne lge: Bachao Bachao
2nd Sardar:Ab kese hen?
1st Sardar:Theek hi honge, kal se koi awaz to nahi aayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Police:Humein Ap k ghar ki talashi leni hy,pta chala hy k apke ghr main khatarnak Bomb hy.
.
.
.
Sardar:Khabar to pakki hy
magar aj woh Maikey gai hui hy
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Wife: aaj tum udaas Q ho?
husbend: aaj meri maa or meri behen alag alag ho gaen.
Wife: koi baat nhi,
Ab me agai hu na,
Me tmhari maa behen ek kr dungi;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Train me laloo ne apna trunk upar samaan rakhne vali jagah par rakh diya. Neeche Mayavati baithi thi.
Mayawati: Lalooji, apna samman kahi or rakho, mere sirr pe gir jaega.
Funny Lalu: Koi baat nahi behanji, iss me tutne vali koi cheez nahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
A sardarji went to a
STD/ISD/PCO SHOP and
slapped the operator twice. :-( Guess why ?
bcoz there it was written
“Number dial karnay se pehley do lagain”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa bike se ja raha tha,Ladki ko dekh achanak gir gaya.
Ladki-Oh My God! lagi to nahi.
Santa-nah nah, eh ta yaara da utran da style hai..:-)
by Pak101.com (few years ago!)