Daal suppose ki hai
Sardar g khali palate me roti duba duba k kha rahe the
dost:ye tm kia kar rahe ho?
Sardar:me mathematician hun ,me ne daal suppose ki huwi hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 1310 views
Similar Jokes
Actor Meera Apna Result Card Dekh Ker:
"Oh Me Fail Ho Gai,
Wo Bhi English Me.
Dispossible."...;-p
by lescol (few years ago!)
sana “ammi aap mujhe time nahi detien”. Ammi “beta tumhein time chahye to puri ghari le lo,lakin roo mat”
by Abdul Basit (few years ago!)
Girl- Ye ratein Ye hawaein Ye chandni Ye ghataye Ye nadiya Ye kinare Boyfnd-Abe Tu pyar kr rahi he ya mausam ki jankari de rahi Hai .
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:
Aap Bohat Mote Ho Gaye Ho,
Sardar:
Tum Bhi To Kitni Moti Hogayi Ho,
Wife:
Buddhu Main To Maa Banne Wali Hoon,
Sardar:
Main Bhi To Baap Banne Wala Hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
1 dafa 3 kamchor beth k khana kha rahe the, khane me namak kam tha unhone kaha k jo pehle bole ga wo ja k namak le k aega.
Sb wahin bethe rahe
3 din guzr gae koi na bola,na khana khaya. 1 din 3no behosh hogae.
Logo ne samJa shayd wo mar gae hain. Unka janaza parhaya or dafan krne k liye qabrstan le gae.
Jab pehle wale ko qabar me utarne lage to wo bol utha k “oye me zinda hon”
Baki 2no bole “Ja fir namak le k aa
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1980
Enginr sahb ka ghr konsa h?
wo jo bada bngla h,wo"
2010 "xcuse me,
yha engineer ka ghr konsa h?
"abey kisi b ghr me ghus ja. ek na 1 to hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Pthan:Hmne Eid k liy kapre banane hein hmre pas
paise ne ha
Sardar:Tm aisa kro Bank se loan le lo
Pthn:Yara hm loan le to le magr hume Cotton
ziyada psand ha,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nanhi bachi- “Dadiji, kya aap acting bhi karti hai?”
Dadi- “Nahi to, lekin kyo?”
Bachi- “Subah maa pitaji se kah rahi thi ki yadi
aap yaha rahi to drama to jaroor hoga”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife ko Begum kyon kehte hai?
Kyun ki shaadi ke baad saare gum toh husband ke hisse mein aate hain aur wife Be-Gum ho jaati hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Duniya k 2 intehai mushkil kam.
1) Apna idea kisi aur k zehen me fit krna.
2) Kisi aur ka paisa apni jaib me muntkil krna.
Jo pehlay me kamyab hota hai, usay Teacher kehtay hen. Jo doosray mai kamyab hota hai, usay Buisness man kehtay hen. Aur jo dono me kamyab ho usay…. BIWI kehtay hen
by hearthackervsgirls (few years ago!)