Tumne chori karte waqt
Judge: Tumne chori karte waqt biwi bachhon ke bare mein kyon nahin socha? Chor: Socha tha my lord, par dukaan mein sirf men's wear hi the.
by Pak101.com (few years ago!) / 822 views
Similar Jokes
Mankind will never see an end of trouble until.
lovers of wisdom come to hold political power,
or the holders of power.
become lovers of wisdom.
by Abdul Sami (few years ago!)
Injection room ke baahar notice board
Koi mar nahi jata injection
lagwane se Galib Bass
uthne baithne ke andaaz badal jaate hain… ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
A sardar was giving with hot water to his hen,
A man asked him that why you are doing this?
sardar replies that now hen will give me boiled eggs
by Rao Nauman Waheed (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke “hum ne Haj bhi kia hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pappu 16 bachon aur bv k sath dost k ghar daawat pe gya.
dost ne itni bari family dekh kr gussay se kaha: haya nai aayi?
pappu: nahin aaj uska exam hai.
by Nilesh Kumar (few years ago!)
3 sardar bed pe so rahy thy,
Un tenon ko jaga theek
se nahi mil rahi thi.
Ek Sardar uth k nichy so gaya.
Ek sardar thori dair bad bed se bola ab jaga ho gai hai, uper ajaa.
by Kashif (few years ago!)
Pathan ki BIWI ne Pathan ko SMS kiya:
“Ghar kb aa rahe hoo..?
Msg ker k batao…!!”
Pathan ne SMS me likha:
“Ni bata sakta balance kam he..”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik saheb keraya per makan lekar aik naye muhalla main gaye. Chaar roz baad in kay darwaze per dastak hoyi wo saheb bahir niklay to aik aadmi assalam aliqum kah ker bola.
Naye parosi hone ki haisyat se aap se mil ker buhat khushi hasil hoi hai lakin sath hi aap ki khidmat main aik guzarish bhi hai.
Farmaiye kia kaam hai.
Kerayadar ne kaha.
Guzarish ye hai keh aap zara maddhim aawaz main kharrate lia karain ke mari nind kharab na ho sake.
Sikaiti parosi se mukammal tayaruf ke liye poocha gia.
App ki tareef.
Jabab dia gia.
Saheb main aap ke is muhalley ka chokidar hoon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Na hawa hai na maya hai,
Ehsaas apka aya hai,
Hamein b msg kar k dekh lo jaan,
COMPANY ne ye mobile sirf apki Girl FRIEND k liye nahi banaya hy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Rishtay K Liye Tasweer Khicwa Raha Tha
Toh Tasweer Men Gadha B
A Gea Sardaar Nay Yeah Likh Kay Tasweer Bheji
Mein Khabbaay Pase Han.
by Mazhar Khan (few years ago!)