hamesha garam rehney wali cheez
Wo kaun si cheez hai jo fridge me rakhne k bad b
garam rehti hai..?.
.
.
.
Nhi pta..?
.
.
.
.
.
Garam masala :D
Dekha bachpan se genius hu pr kbhi ghamand nhi
kiya.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 768 views
Similar Jokes
Baap:beta koi bat nhi tmhari qismat me fail hona likha tha ho gye Beta:ye to acha hua dad maine pura saal nai padha warna sari mehnat bekar ho jati.
by Pak101.com (few years ago!)
By mistake santa entered into a ladies toilet, All
the ladies stood up. santa -BAITHO-BAITHO,IZZAT
DIL ME HO BAS YAHI KAAFI HAI...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar : What is the name of your car ?
Lady : I forgot the name, but is starts with “T”.
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti
hai.
Hamaara gaadi petrol se start hoti hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai.
Aur samne wale kabar mein bhi, ek aadmi apne dost ki kabar par chawal daal raha hota hai.
Pehla aadmi doosre se kehta hai, “Ye tumhara dost phool sunghne kab uthega?”
Doosra aadmi, “Jab tumhara dost chawal khane uthe ga.”
by khalid hussain (few years ago!)
Ek sardar doosre se keh raha hai ke “Maine machcharo ko ullu banaya !”
Second Sardar: “Kaise?“
First says: Maine mosquito coil mere bajuke room mein lagaya aur main apne room mein soya.
by Pak101.com (few years ago!)
1 boy ki G.Frnd ny usy lettr likha, mujse milny 1
lrka aya hy,tumsy kahin acha hy,mei us se shadi
karungi meri pic wapis bijhwa do
larky ny apne sary doston ki G.F ki 30 pics jama
ki,drmyan me uski pic rkh k lettr likha,
lo,in mei sy nikal lo,me tmhari shakal bhool gya
hn!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa:Jab Me School Padta Tha Tab
Fancy Dress Competion Me BANDAR Ban K Gaya Tha
2nd Prize Mila Tha
Banta: Abe Tu Aise Gaya Hota To 1st Milta
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko sms aya bhejne wala inteligant aur parhne wala bewakoof.
Sardar ne gusse me replay kia k bhejne wala bewakoof hai aur parhne wala inteligant.
by Sabir shah (few years ago!)
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Tanveer Hussain (few years ago!)