Gabbar singh
Prashan: Gabbar singh ne paida hone par
Apni maa se kya kaha?
Uttar: Maa! kitne aadmi the?
by Mazhar Khan (few years ago!) / 874 views
Similar Jokes
father:jao beta meray liye ek glass pani ley k ao.
beta:abu mein nai jasakta, mein game khel raha hun.
2nd beta:choreye abu ye to hai he batamez
aap khudi ja k pe lein
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan pehle roze ko masjid me naat parhne
gyasub logo ne usy boht mara!
Kyun? Kyun k pehle hi roze me naat prh raha tha
“Alvidah Alvidah mahe Ramzan”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Murgi ne india pakistan
border par 1 Anda diya.
Dono desh
1 ande k liye larrne lage,
Faisla hua jo dusre desh ki zyada ladkiyo ko kiss karega
anda uska hoga,
Indians ne 20,000 pakistani
Ladkiyo ko kiss kiya,
Pakistani excited ho kar bole:=
Ab humari bari hai. Indians:= Chhoro yaar Anda
tum hi rakh lo.. =D :O =
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Aaj mere parrosyo ka bacha gum ho gya
Major Rohail: Phir tm ne kya kya?
Sardar: mei ne use kaha Google pe search kr lo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Dr.Sahab 2 Saal Pehle Mujhe Bukhar Aya Tha...
Dr: To Ab Kya Hua.
Santa: Aap ne Nahane ko Mana Kiya Tha! Ab Naha Lun?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Friend Se:
Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga.
Friend: Kyon?
Sardar:
Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga
by Pak101.com (few years ago!)
A jutt in Karachi went to bank for opening an
account. he took one form and went to Islamabad.
do u know why? Because in the form he read!
"write in capital"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan masjid mai Namaz parhne gaye.
Namaz ke baad pehla bola: Shukar hai, Jammat mil gaii.
Dosre ne jawab diya: Haan, agar wazu karne chale jate to jamat nikal hi j
by HAQ (few years ago!)
Sardaar Ki BV Bhaag Gai
3 Din Baad Wapis Aaye
Sardaar Ghusse Se Bola
“Hun Ki Lain Aayi Ain”
Sardarni:
“Mobile Da Charger Bhul Gai C”
by Pak101.com (few years ago!)