Kashmir Ki Wadiyon Me
Kashmir ki Wadiyon me
Barfili hawaon main
jhil k kinare bethe
RANJHA ko
HEER ne kia kaha??
?
"ULLU K PATHE"
HERO mat bn
Sweater Pehen Le Sale Mar Thand Lag jau gi.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1999 views
Similar Jokes
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Agr ap ki wife kehna nai manti hai to
;->
gaur kiun karte ho kisi ki bi nai manti
is parcham k saye tale hum aik hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Husband-kya hua itni pareshan kyu ho?
Wife-munne ne 1 rupya nigal liya hai, hus-nigalne do aaj kal 1rs ka aata hi kya hai,
by Pak101.com (few years ago!)
?3 words dat cn totally chng ur mood...
.
"I LUV U"
.
.
"I HATE U"
.
And
the best one
.
.
.
.
.
.
" FACEBOOK LOGIN ERROR"
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Apna Radio Theek Karwanay Shop Pe Gaya.
Dukandar: Radio To Theek Hai
Bas Mousam Kharab Honay Ki Waja Se Chal Nahi Raha.
Sardar: Theek Hai,
Te Mousam Nawa Pa Day.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maan Apni Beti Ko Dantate Hue Kahti Hai.
Maan: “Tumhe Wo Bangali Ladka Kiss Kar Raha Tha
To Tumne Use Mana Kyu Nahi Kiya?”
Beti: “Maan, Main Use Mana Kaise Karti Mujhe To
Bangali Bolni Hi Nahi Aati“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nazre Mile Tooh Use “Izhaar” Kehtay Hain
Neeend Nah Aae Tooh Use”Piyaa” Keehtaay Hain
Smile De Tooh Usaay “Ikraaar” Kehtaay Hain
Or
Jooh Inn Jhaamelooh Mein Nah Padey
Usaay “Samjhdaaar” Kehtaay Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband asks: Do you know the meaning of WIFE.
It means...Without Information Fighting Everytime!
WIFE says No, it means -
With Idiot for Ever
by Pak101.com (few years ago!)
Dil hai to pyar hai, pyar hai to ishq hai,
Ishq hai to mohabbat hai, mohabbat hai to dard hai,
Dard hai to zandu balm hai aur
Zandu balm hai to munni badnaam hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
2 hamshakal jurwan bachay Sakht sardi k mosam me apny kamrey me bethay thay,
In me se 1 hans hans k loot poot ho raha tha or 2nd udas konay me betha kanp raha tha,
Baap ne pucha: tum itna q hans rahay ho?
Wo bola "kuch nahi papa,
aaj mama ne dono bar isi ko nehla dia hY"....
by Pak101.com (few years ago!)