Sardar on Train Tack
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mazhar Khan (few years ago!) / 962 views
Similar Jokes
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan Post office ney, "Asif Zardari" ki tasweer waley tickets jaari ker diyea hain.
AWAAM puch rahi hai key
"Thook kis taraf lagana hai!"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Judge said to STUPID:- tum per cycle chori ka ilzaam saabit nahin howa, lihaza tum ko ba-izzat barri kiya jata hai!!
STUPID:- Edda matlab main cycle rakh lawaan..!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Malika sherawat ko airport custom par check
karate huye puchha gaya madam iss tifin box main
kya hain.
Malika sherawat: umm tang mat karo isme mere
kapade hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FARAZ in Bakra Mandi:
Bakra Talaash Kar Kar K Thak Gaye Hain Faraz…
.
.
.
Phir Kisi se Maloom Hua Ye to “Gaaye Mandi” hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Naman: Yaar tumhaara beta bilkul tumhaara jaisa hi dikhtaa hai….
Chaman: Dheere bol yaar… woh padosi ka beta hai…uska baap sun lega…
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Pati-Patni Mein Ladayi Ho Gayi,
Unki Aapas Mein Baat-Cheet Band Thi,
Ek Din Subah Pati Ko Kisi Kaam
Se Office Jaldi Jaana Tha,
Usne Raat Ko Paper Par Likha: “Mujhe Subah 5 Baje Utha Dena”
Aur Paper Patni Ke Takiye Ke Paas Rakh Diya,
Subah 8 Baje Jab Wo Utha To Dekha Uske Upar Bahut Saare
Paper Pade The,
Aur Likha Tha:
Uth Jao 5 Baj Gaye Hai,
Please Uth Jao, Warna Late Ho Jaaoge
Arrey Pahle Hi Bahut Der Ho Chuki Hai, Ab Uth Bhi Jaao
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: Abbu ye Nal Mein Paani Kahan Se Aata Hai?
FATHER: beta yahan jheel hai na. Wahan se aata hai
BOY: Abbu mujhe le k jao na wahan.
FATHER: Acha chalo.
Wo bete ko jheel k paas le jata hai aur bacha usse jheel mein phaink deta hai......
Phir bacha ghar puhanch k : Ammi Nal kholo abbu aa rahe hain
by Pak101.com (few years ago!)
Larka sheikh se: Aap apni beti ki shadi Mujh se kar dein main oss ke wazan ke barabar Aap ko sona doon ga
Sheikh mujhe kuch waqt do
Larka: sochne ke liye
Sheikh: naheen beti ka wazan barhane ke liye
by hearthackervsgirls (few years ago!)