Pathan ka Shak
1 pathan jab b nahanay jata to
darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche
se mujhe koi dekhta hai”…….
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 830 views
Similar Jokes
Can u think k
"2+5=11"
kaise aye?
Socho-Socho
Nahi maluum?
Thora aur dimag lagao
Abhi bhi nahi?
OK let me tell u k
kaise aye
"GHALTI SE"
by khalid hussain (few years ago!)
All Scientists Fail To Answer This,
But Santa Rocks.
Q: Which Liquid Thing Turns Solid On Heating?
?
?
?
?
?Ans:- Baisan K Pakore. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 CHURAIL ne 60 saal k shadi shuda joray se kaha;
Me tm dono ki 1 khawish puri kr skti hun!
Bv: Me apnay shohar k sath sari duniya ki sair krna chahti hon,
usny chari ghumai 2 tickets a gaey.
phir shohar sy poocha tum btao kya chahty ho.
Shohar:mujay apny sy 30 saal chhoti bv chahie.
Churail ny chari ghumai or shohar ko 90 saal ka kardia.
Moral:
Mard ko yad rakhna chahiay k churail b Aurat hoti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Ek larki say “I love you”
Larki: “tammeez say batt karo”
Pathan:
“bismilah hir rheman nir rhaem,
With due respect I beg to state that I
love you” baji.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
aik foji train main ja raha th
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mobile Ke Night Plans Ne To Humein,
Bhukha Hi Maar Diya Hai Doston,
Jis Ghar Mein Chori Ke Liye Jaao,
Koi Na Koi Aashiq Jaag Raha Hota Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhakt-Baba Koi aisa job batao,jaha mujhe kam na
karna pade,Log apna kam khud kare aur mujhe
paise bhi de. SWAMIJI-Ja beta,SULABH
SHOUCHALAY me Naukri kar le..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A beggar found 100 Rs.
He went to a 5 star hotel for dinner bill - 3000 Rs.
Manager handed him to the police.
He gave 100 Rs. to the police and was free.
Its called FINANCIAL MANAGEMENT without MBA
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:
Apko Meri Khubsurti Ziyada Achi Lagti Hy Ya
Aqalmandi?
Sardar:
“Mhjy To Tumhari Ye Mazaq Karne Ki Adat Bohat
Achi Lagti he,,,
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Snta- Dr. mujhe aisa Lagta he ki mere kaan me koi gunguna raha he..
Dr- Tumhe aisa kab lagta he..?
Santa- Jab mai kaan me walkman sunta hu...
by Pak101.com (few years ago!)