Phtan apni sali se
Pathan ne apni shadi main Rukhsati k waqt Roti hoi
saali ko chup karwaty howy kaha "O yaara rota
kiyun ae, Jaisa tumhara behan waisa hamara
behan. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 877 views
Similar Jokes
wife to husband - main Driver ko
Naukari se nikaal rahi hu,
Kyuki aaj mai dusri baar marte marte bachi hu..
Husband- Please,
.......
.
.
.
.
Usse ek mauka aur do...!!=D
by dracula (few years ago!)
Baap: Sharab, Cigarette, Larkiyan Ye Sab Tumhari
Jaan k Dushman Hain.
.
.
.
Beta: Jo Shakhs Apne Dushmano Se Bhaag Jaye Wo
Mard Nahi Hota Abba. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Talwaar Bazi K Muqable Men
1 Chineze Ne Bareek Taar K 2 Tukre Kr Diye
Japani Ne Us Se Bhi
Bareek Taar K Tukre Kr Diye
Pakistani Ne Machar Uraya
Talwaar Ghumai Or Machar Urta He Raha…
Judge Ne Pocha Machar To Ur Gaya?
Pakistani :Urh To Gya
Per Kabhi Baap Nhi Ban Sakega
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor to Sheikh: apko keley ka chilka nazar nahi aya jo ap phisal gai?
Sheikh: main to paon rakh k dekh raha tha k chilkey mein kela to ni hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Adab ki inteha!
Mein sirf ye soch kar paper khali de ata hun
Faraz!
K kahin teacherz ye na kahen k agay se jwab deta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
1 banda bhagta hua aata hay aur Pathan se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main Talaab ka pani ghus gaya hay.
Pathan: Oye kion jhoot bolti hay,
Ghar ki chabi to meray paas hay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa propose a girl..
Girl replied-
Thapad marungi...
Santa replied-
Thapad maregi toh mukka bhi khayagi.....
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardr Public Bathrom Gia
Aur 2 Ghanty Bad Nikla
Bahr Betha Jamadar Bola:
40 Rupy
Sardar Bola: Me Tatti Keti Aa Yahoo Ty Chat Nai.
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein
kuch kala hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Qudrat Ne
Aurat ko Haseen Banaya.. !!!
Khubsurti Di..
Hirni Si Aankhein..
Resham Se Baal..
Gulab K Pankhriyon Se Hont..
Pyaar Bhra Dil Diya..
Phir Zaban Di:
Aur Sub Satya-Naas Ho Gaya :p
by Abdul Hannan (few years ago!)