Bhabhi
Pathan ne apni bhabi qatal kr di
Police: Q ki?
Pathan: Mere dost k pas cal aai.Wo
hans hans k bat kr rha tha
Main ne pucha kon hai?
To bola tumhri BHABI..
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 658 views
Similar Jokes
Pathan: Main Ek Baar Jungle Mein Susu Karne Gaya Toh Waha Per Sher Tha.
.
.
Sardar: Phir Kya Hua?
Pathan: Maine Sher Se Kaha, Pehle Tum Karlo, Mera Toh Ho Gaya Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher asks student: What is the half of 8?
Student: Miss horizontally or vertically?
Teacher: What do mean?
Student: Horizontally it is 0 and vertically it is
by Pak101.com (few years ago!)
Insaan Apni Zindgi Mein Sab Se Zyaada Maafi Kis Se Maangta Hai?
Bhagwan Se?
No
Boss Se?
No
Wife Se?
No
Phir??
“Bhikaari Se”
“Maaf Karo Baba, Chutte Nahi Hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Jab Hum Chota Tha
Tab Hum Minar-E-Pakistan Se Gir Gaya Tha
Dosra Pathan: Tum Mar Gaya Tha Ya Bach Gaya Tha
Pehla Pathan: Hum Ko Yad Nahin
Uss Waqt Hum Boht Chota Tha:-/
by Pak101.com (few years ago!)
GirL:
Jab tum ko fone karo tum Shave kar rahe hote ho
Tm din mei kitni Shave karte ho?
Boy
30 se 40
GirL:
Kya tum PaGaL ho?
Boy:
Nahi Main
"Naeei" hon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
The most heart breaking moment of my childhood..
.
.
.
.
jab ghar aaye mehmaan khushi
se hame Rs. 500 de rahe ho..
.
.
.
.
.
.
aur achanak peeche se aawaz
aayi…
(areyyy nahi nahi.. itne zyada mat do)..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Aur Banta Film Dekhne Gaye
Lekin Woh Film Ka Board Hi Dekh Ke Wapas Aa Gaye.
Q? Kyo K
Us Film Ka Naam Tha.
"HOUSE FULL". :-)
by Pak101.com (few years ago!)
PHATAN GHALTI SY SAMANDER ME GIR GIA .
DHOBTE DHOBTE US K HATH ME MACHLI AA GAI.
USAY PAKER KER BAHIR PHENKA OR KAHA
JAO TUM TU APNA JAAN BACHAO …
HAMARA ALLAH MALIK HAI.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to?
Banta : Illeagal
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Aaj mere parrosiyon ka bacha gum ho gya..
Friend: Phir tum ne kya kiya?
Sardar: Maine un se kaha 'google' pr search kar lo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)