Aqwaal-e-Zareen
“Aqwaal-e-Zareen”
Kbhi yeh mat socho k tumhari Girl Friend ne tumhe kitna romantic msg bheja hy. Hamesha yeh socho k usy kisne bheja hoga
by Mazhar Khan (few years ago!) / 907 views
Similar Jokes
Teacher : Correct the sentence, “A bull and a cow
is grazing in the field”
Student : A cow and a bull is grazing in the field
Teacher : Why?
Student : Ladies first.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GaaNdhi Ji Rock
Angrej: GaaNdhiji Kay 2ono Kaan cuut Doh
GaaNdhiji: Nahi Mein Anddha Hojaungah
*
!
*
!
*
!
*
!
*
!
*
Angrej: Lekin Kaan Katne Se Andha kaise Hogye?
GNdhiji: Chasshmaa Kiyaaa Teraay Baaap Ke Kaaaan Pay Lagoonga?.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Baar Ek Khan Hotel Mein Room Book Karwa Raha Hota Hai,
Aur Receptionist Waiter Ko Khan Ke Kamare Tak Pahunchane Ke Liye Kehti Hai, Waiter Khan Ko Le Jata Hai Aur Bolta Hai.
Waiter: “Chalo Ander”
Khan: “Oye Hum Is Kamre Mein Nahi Rahga, Humko Pagal Samjha Hai Kya? Paisa Itna Diya Or Kamra Itna Chota Sa”
Waiter: “Abe Gadhe Ki Aulad, Andar To Chal Ye Lift Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Circuit -Bhai, woh apnay bachpan ka dost aarehla aaj raat ko dinner pe. Mera sara chain collection apnay kamray mein chupa do na please.
Munnabhai -Kyun tera dost chor hai kya?
Circuit -Nehin bhai, woh apnay chain pechan lega.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka Ghar der se Lauta
Maa- Kaha tha?
Beta- Film dekhne gaya tha "Maa kA Pyar"
Maa- ab Uper Jakar 1 reality Show dekh "Baab ki Maar"
by Pak101.com (few years ago!)
So, you are distantly related to the family next door, are you?
Banta: Yes, their dog is our dog's brother
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha:
Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai.
Blonde: Hai.
Frog: Nahin hai (& jumps into a well.)
Blonde: Isme suicide karne waali kya baat thi?
by Pak101.com (few years ago!)
Dad – aaj tak tune koi aisa kaam kiya hai jis se
mera sar uncha huaa ho ?
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
Son – ek baar aapke sar ke niche takiya lagaya tha
bhul gaye..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
nai dulhan apney mian sey kahti ha, mainey do dishen banaaney ka mahaarat haasil ki hai, ek murghi ka salan aur ek gajar ka halway. aaj aap ke liye meiney yeh donon banaai hain.
Mian: bohot khoob. ab yeh batao, inn mein sey murghi ka saalan kaun sa hai aur gajar ka halwa kaun sa?
by hearthackervsgirls (few years ago!)