khanay ko kuch mil sakta hai?
Bhikari nay aik aadmi say kaha:khanay ko kuch mil sakta hai?
Is aadmi nay poocha:kal ka salan khalo gay?
Bhikari nay kaha: Ji han koi harj nahi.
Is aadmi nay kaha: acha to phir kal aajana, aaj to kuch nahi hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 753 views
Similar Jokes
Inspector Pappu Se: Tum Kis Apraadh Ke Liye, Jel Aaye Ho
Pappu: Kya Bataun Sir, Government Se Competition Ho Gaya Tha?
Inspector: Kis Baat Ka? Funny
Pappu: Note Chaapne Ka
by Pak101.com (few years ago!)
Jeeto: My husband wears clothes that will never go out of style.
They will always look ridiculous
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: may tang agaya hun
.
.
Har cheez may meri Car mera ghar
mera mera karti ho
.
.
Kabhi hamara bhi keh dya karo..
.
Ab kiya dhoond rahi ho rahi ho?
.
.
Wife:
.
.
.
hamara duppata
by Mohammad Ali (few years ago!)
"True FacT"
Duniya Ke Best
"MAA"
To Har
BETAY Ke Pass Hoti Hai.
Lekin
Duniya Ke Best
'BIWI'
Pata Nahi
PAROSI Ke Pass Hi Q Hoti Hai...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shakespeare Said: If There Is A Single Dollar In Your Pocket Then.
.
.
.
.
Convert It Into Indian Currency,
And Buy A Pepsi Of Rs.30 Aur 20 Rupaye Ke Samose Bhi Le Lena,
Aur 3 Ki Gold-Flake Aur 2 Ki Tara Gold Pan Masala.
Wah Dada Wah Cha Gaya Sahkespare.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:mother day par maan kaisi hasti hai
Pathan:hahahahahahahahahaha aise hasti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Motorway police:KHAN ap 180 Kì speed
sy kyn ja rahy ho
KHAN:Tm logn ny he to side waly
board pe likha hy:
YAD RAKHN GHR PE KOI AP KA INTIZR KR RHA HY ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Farah Awan (few years ago!)
teacher ne bachhe ki copy par note likha kripya bachhe ko nahalakar bheja kare.
bachhe ki mom ne note padne ke bad likha kar bheja bachhe ko padaya kare sungha na kare
by Pak101.com (few years ago!)
Air Hostes 2 Lalu:
Sir, Are You Vegetarian Or Non-Vegetarian?
Lalu: I Am Indian!
Air Hostes:No Sir! Are You Shakahari Or Masahari?
Lalu:Na Re Sasuri I Am Bihari!!
by Pak101.com (few years ago!)