Jab koi itna khas Ban jaye
Jab koi itna khas Ban jaye top funny sms
Uske Bare Me sochna Ehsas Ban jaye
To Mang lena khuda se use zindgi bhar k liye,
Isse pehle ki uski MAA kisi aur ki SAAS Ban jaye.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1159 views
Similar Jokes
Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai
bhi security guard k sath bethi thi!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa apne jeb mai ek patthar le kar ghum raha
tha..., usne ek se pucha tha ki kyon le kar ghum
rahe ho. to bola jiska jeb bhari hota hai usi ka
name chalta hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zoo Mein Ek Sher Ne Santa Ko Maar-Maar Ke Zakhmi Kar Diya.
Logo Ne Hairan Hokar Sher Se Puchha.
Arey Tum To Bade Sidhe-Sadhe Shareef The, Santa Ko Maar Maar Ke Kyu Zakhmi Kiya”
Sher Gusse Se Bola: “Arey Sale Ne Dimag Kharab Kar Rakha Tha, Kitni Der Se Bole Jaa Raha Tha, Itni Badi Billi – Itni Badi Billi“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: You are the most beautiful girl in this universe
Girl: Anhan…. Ok There is a girl more beautiful than me behinds you…
Boy turned around and found nothing
Girl: If you love me than you never turn around yourself….
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:yara bike q tez kar di?
Sardar:barak fail ho gaia hai
Is pe pehale k acident ho ghar punch jate hain.
Pathan:aur teez kar or tez
by Sabir shah (few years ago!)
Shiekh: lijiye na aur RASGULLE.
Mehman: Nahi shukria main pehle he 4 le chuka hoon.
Shiekh: waise Liye to aap ne 7 hain
lekin
khair yahan gin kon raha hy
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela
Note ke oper lekha tha "EID MUBARAK"
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"KHAIR MUBARAK"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Johny, If Your Father
Earned Rs. 100,00,000
And Gave Half Of It To Your Mother,
What Would Your Mother Have?
Little Johny: A Heart attack
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Pak101.com (few years ago!)
Doo sikh platform per train kay pechay bagg rahay
thay, aur train kay loog unhain josh dila rahay thay
shabash sardar jee. Un mein say akk train per char
jata ha, too loog khub shabahsh daytay hain, jub us
ka breath controll main ati ha to wo kahta ha main
to chornay aya tha sawari to station per rah gyee.
by Tanveer Hussain (few years ago!)