Khusra Maths K Paper
'Khusra Maths K Paper Main uth k Dance Karny laga
Kisi Ne Pucha Yeh Kya Kar R....'
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1197 views
Similar Jokes
Me aaj aapni bike dho raha
tha,itane me dad aaye n chilla ke
bole,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
kameene aaj fir ladki ghumayega
.
.
.
lo banda ab aapni bike bhi nahin
dho sakata aaramse......!: P
by Pak101.com (few years ago!)
Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
.
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi shadi nahi karta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aj Ka Sabaq..
Agr Koi Hum Ko Acha Lagta Ha Tou Acha Wo Nhi Hum Hain,
Our Agr Koi Hamain Bura Lgta Ha Tou Bura Wahi Ha.
Kio K Hum Tou Achay Hain Na ..
Zindagi Say Koi Cheez Mango Tou Aese Maango,
Jesay Aap K Baap Ki Thi,
Our Nhi Mili Tou Konsi Aap K Baap Ki Thi.
Agr Koi Aap Ko Daikh Kr Darwaza Band Kr Daita Ha Tou Yaad Rakhain,
Kundi Dono Taraf Say Hoti Ha Aap Bhi Bahir Say Band Kr K Bhaag Jaye…
Aj K Liye Itna Hi Kafi Ha …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhikari: amma roti do.
.
- Dadi: Abhi roti banayi nhi hai, bad mai ana.
.
- Bhikari: ye mera mobile no. Hai Miss Call De dena jab tayyar ho jaye :D
.
- Bhikari rocks.
.
- Dadi:Aray baba mere pas balance nai, mai facebook par status update kar dungi. Usay check karky aa jana.:D
.
- Dadi double rocks.;-
by Pak101.com (few years ago!)
Snta k bete ka accident hua
Doc:Apke bete ki 2no leg katni padegi
Snta sir pakad lia
D:Kya hua?
Snta:Kal hi Nalayk ko nyi chapal dilayi thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :tell me ur name in english?
Student:after 2 min "long life oven"
teachar:is ka kia matlb hai?
Student:umer daraz bhatti
by Sabir shah (few years ago!)
Duniya main sub se BARA OR khaternaAK jadoO KAHAN hota hy?
.
.
BeauTY parlour Mein,
Jaandi koi hoR AY,
Andi koi hor ay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy : Why
You Did Not Close Your Eyes
When
I Kisses You ?
.
.
.
.
....
.
Girl : Kaminey .. Last Time Eyes
Close Ki Thi, Tab Tu Ne Mere
Purse
Se 500 Rupy Chura Liye The
by Pak101.com (few years ago!)
Hitler says,
"There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary"
Sardar says: Ab bolne se kya faayda? "Jub kharidi thi tab hi check karna tha na"
by Mohammad Ali (few years ago!)