Funny msg
Achi bat to sub ko achi lagti hai
lakin jb tmhe kisi ki bur bat b buri na lage to samjho tumhe pyar nai huwa
balke
zaleel hone ki adat ho gai hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 1002 views
Similar Jokes
ek din ek aadmi naha do kar bahar nikla, jaise weh nikla bahar us pe ek kabuter gober kar diya toh wah gusse mein aakar kahan ki are oh kabuter tuh chaddi nahi panta kya????
toh kabuter bola kyu tum loge pehan ke karte ho kya!!!!!!!!!!!!!!!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aaj, kal, harpal,
Aaj, kal, harpal, har samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur"s own DEAR
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: jisko kaan sunaayi nahi deta hai, aap use kya bulaate hai?
Santa: kuch bhi bulaa sakte hai. kyunki use sunaayi nahi detaa hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
3 boys where going on a motor cycle.
policeman gave hand to stop them. A sardar shouted
oye pehle hi teen bhete nayen tu kithay bethen ga…!
by Pak101.com (few years ago!)
Mujhe Laga Aap Mard Ho
Train chali, Santa ek dibbe mai chadh gaya
TT bola: kyun praaji, nazar nahi aati, ye ladies
dibba hai
Santa: Sorry ji, mujhe laga aap mard ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tab tak pyaar se pyaar mat karo,
Jab tak pyaar aap se pyaar na kare.
Agar pyaar aapse pyaar kare,
Toh pyaar karo ki pyaar kisi aur se pyaar na kare.
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main Nay Chupa Di Thi, Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa and Banta chess khel rahe the.
Santa: Ab bus kro yar, Hum khel bandh karte hain.
Banta: Thik hai yar, waise bhi ab tumhara ghoda aur mera hathi hi bacha hai..!
by Pak101.com (few years ago!)
molazim hotel manager se: “upar ka mosafir shakayat kar raha tha ke raat barish main chat se is kadar pani tapka ke who sir se paoun tak nahaya gya.” Manager “theek hay ,is ke bill main nahane ke paise bi shamil kar lo.”
by Abdul Basit (few years ago!)
Gf and Bf chatting in Romantic mood..
.
Bf- Janu bore ho rha hun, ek joke suna na.
.
Gf- okkkk... I LOVE U...
.
Bf- Acha tha, or ek suna...
.
* Blocked...
by Pak101.com (few years ago!)