Sardar: Mere Dada ne 1857
Sardar: Mere Dada ne 1857 ki jung mein 8
dushmano ki taangein kaat di thin..
Dost: Gardanein Q nahi kaatin?
Sardar: Wo koi pehle hi kaat gaya tha..
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 761 views
Similar Jokes
Santa- arz kiya hai.
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi, Uske pyar mein meri kismat jaaggyi,
Maine usko itne khat likhe ki woh postman ke saath bhag gayi..
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Main Fail Hona Chahti Hon
Frnd: Kyun?
Girl: Ammi Ne Kaha Ha K 1st aayi To Science Dilwaengi
... 2nd aayi To Arts
Or
Fail Hoi To Shadi Kara Dungi...
by Pak101.com (few years ago!)
Difference Between Best Friend & Just Friend:
When You Are In Hospital.
Just Friend Asks: “Tabiyat Kaisi Hai?”
Best Friend Asks: “Nurse Kaisi Hai?“
by Mazhar Khan (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa
diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur
India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe
ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Mohammad Ali (few years ago!)
what is the mostDANGEROUS Alphpet?
W
bcoz all worries start with W
who?
why?
when?
which?
where?
War?
wine?
Women?
and most important
"WIFE"
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek sardar apni bhabhi ko buhat mar raha tha
logo ne pucha: kia hua sardar ji?
sardar ji bola: meri bhabhi achi aurat nahin he ji.
logo ne pucha: q kia hua?
sardar bola: yr dost mobile pe bat karte hein jis se bhi puchun,”kis se bat kr rhe ho?”sab bolte hein
.
.
.
.
.
.
“TERI BHABHI SE”……….
by Pak101.com (few years ago!)
Kid: Daddy ye School kia hota hai?
Father: Ye Woh jaga hai,
Jahan Parents ko Loota
Aur Bachon ko Koota jata hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Jab main paida hua tha to military walon ne 21 topein chalayeen thi.
Santa: Kamaal hai! Sab ka nishana chook gaya?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa's 60th B'day Banta-Ye Cake Pe bulb kyo lagaya hai?
Santa-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi Isliye 60Watt ka bulb laga diya.
by Pak101.com (few years ago!)