Daku Bank Lutne Gye
Daku Bank Lutne Gye
Gun Ghr Me Bhul Gye
Fir B Bank Lut Lia
...
Kese
Bank Manager SANTA Tha, Bola-
Koi Baat Nai I Trust U, Gun Muje Kal Dikha Dena
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 845 views
Similar Jokes
MachAr 1 Dharakht sy lipat Gaya..!
Toofan jany k baad Machar ApNa Paseena saaf kar k Bola:
Ooho Ajj Mai Na Hota To ye Drakhat Urr jata.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Colgate se Daant Saaf
Colgate se Daant Saaf krne ka,
Pepsodent se Mazboot krne ka,
Babul se Fresh krne ka..
Agar Phir bhi Safed nhi huye to,,
,
.
.
.
Bindas HARPIC Use krne ka..;
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kamwali: Malkin, apki purani sareeya mujhe nhi chahiye..
Malkin: Kyu?
Kamwali: Apki saree pahen-ne k baad saheb "ap" samajh kr mere paas bhi nhi ate!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Tamam Students ko khabar-dar kia jata hai
Ke wo ghar ke sab
.
Chappal
Wiper
Jharu
Belts
Wires
Bat
&
Pipes
.
Chupa lain
.
Kionky result any mai sirf 2 din rah gaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ek memon ki plate se murgi ka tukda utha kar billi bhaag gayi
memon ne bahot koshish ki use pakadne ki par pakad na saka
to bola ya allah is ka sawaab abba marhoom ko mile..
by Pak101.com (few years ago!)
BV-Mera Manna hai Shadi ek lotery Hai
Pati-Mai aisa nahi manta
BV-Kyu
Pati-Qki lautry me dobara kismat azmane ka mauka jo milta hai
by Pak101.com (few years ago!)
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
by khalid hussain (few years ago!)
Teacher to Santa: is line ki English banao, "usne apna kaam kiya or karta hi gya"
Santa: He done his work and Done Dana Dan Done Dana Dan...
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pakistani: Mera beta bada ho raha hai. Voh sweet girlfriends ke sath bahar ghoomne jana pasand karta hai.
Indian: So sweet, mera beta to tumare bete se kahin aage hai, voh sweet girlfriends ke sath ghar ke andar rehna pasand karta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar park me baitha tha.
Friend:Kya kar raha hy?
Sardar: Badla le Raha hon!
Friend: Kese?
Sardar:Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kar raha hon.
by Pak101.com (few years ago!)