Boss: Tumhare Father ka kya
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha,
lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna
naam Bijli Deen rakh lya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 860 views
Similar Jokes
Sardar makes call to airport and inquires: How long is journey from Ludhiana to America.
Receptionist replies: 1 second sir.
Sardar disconnects the call and say: Stupid girl is drunk
by Pak101.com (few years ago!)
2 Lovers plan to suicide. Boy jumped first, Girl
closed her eyes & return back saying love is blind.
Boy in air opened his parachute saying love never
dies.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ye hum hi hain jo tum ko qabar ka andhera aur hashar ki garmi yaad dilate hain warna tum to sub kuch bhol chuke the
~
from wapda
by Sabir shah (few years ago!)
Malik pathan naukar se
Naukri pa kar tum bhaag tu naheen jao ge
Pathan naukar haath joor kar: jee naheen Ess se pehle main char saal aik hi jagha raha hoon
Malik: kahan par?
Pathan naukar: janab jail mein
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Nokar malik se bola: sab yeh kesi bhains le aye hein itni der masalne k baad bhi thora sa doodh nikalti hai
Malik: wo bhains nahi bhainsa hai
Nokar:Pehle batatey mein to kal se apko usi ki chaaye pila rha hoo
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan jab b nahanay jata to
darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche
se mujhe koi dekhta hai”…….
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Girl 2 Sheikh:
Mujhe apni ring de do main ring ko
dekh k tumhay yaad karu gi
Sheikh:
Tum ye soch k muje yaad kr lena k mene ring mangi thi usne nahi di.;-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Beta :
Papa Madam Ne Aaj Ek Sawal Poocha Jis
Ka Jawab Sirf Mere Pass Tha … !
Sardar :
Mera Shona Puttar , Bata Ki Sawal Tha ???
Beta:
Madam Ne Poocha
Black Board K Pass Potty Kis Ne Ki Hay …
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA Class Me 1 Donkey Le Kar Aaya
Tacher: Iss Ko Kyu LaYe Ho?
SANTA: Sir Aap ne hi to Kaha Tha Ki Aap
Gadhe Ko Bhi Insan bana dete ho..
by Mohammad Ali (few years ago!)
1Budha Budhiya ko Ghur Raha tha.
Budhiya Use Galiya Dene Lagi.
1Ladka Aya Bola-Kya hua?
Budha-kuch nahi Beta,Purana Calender hai FADFADA RaHA HAI.
by Pak101.com (few years ago!)