10-10 bacche
Young girl: Dadiji,Aap k zamaane me 10-10 bacche
Q hote the ?
Old Lady: Beti Humaare time me bijali nhi thi.
Raat ko kon aya kon gaya malum nhi padta tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2081 views
Similar Jokes
FARAZ bike pe ja raha tha
Usne raste me khare RAAZ se pucha- Aapko Lift chahiye kya?
RAAZ-Nahi humara Ghar to Ground floor pe he
by Pak101.com (few years ago!)
1-Jiske Piche Me Hu
Q K
Wo Tujko Kabhi Nai Milegi.
2-Jiske Pichhe Me Nai Hu
Q K
Jo Mujse Na Pati Wo Tumse Kia Pate Gi. ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Maa boli- “Galiyo me khel-khelkar bache
kitne gande ho jaate hai”
Doosri Maa- “Haan, behanji Ab dekho na,
das bacho ke muh dhone pade, tab kahi jaakar mai apne guddu ko pehchaan payi
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: "Sara sab larkon se baat karti hai"
Batao is sentence mein Sara kya hai??
Pathan Student: Sir Sara Be-Gairat hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)
EK sher BY doctor=Hoon mai doctor jahan,meri wife hai nurse waha,Yeh kaisa julm sehna PADTA hai,mujhe apni wife ko SISTER KEHNA PADTA hai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
in computer exam...
.
Examiner:"What is Microsoft Excel?"
.
Santa:"It is a new brand of Surf Excel to clean the computer!"
by Pak101.com (few years ago!)
Jab Mangni k Bad
lambe Arsay TakShadi Nahi ki Jati
To Faida kis Ko hota Hai??”
Larky Ko..?
“NO.!
Larki ko..!
” NO.!
.
.
.
.
“Easy Load wale ko.
by Pak101.com (few years ago!)
Ma:beti shadi ke liye kon sa date fix kare?
Beti:22 Dec. Ma:Q?
Beti(sharmate huye):Suna
hai us din saal ki sabsi lambi raat hoti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
3 Dost Bike pe ja rhe the.. Trafficwale ne Rok kr
bola : "Tumhe malum nhi TRIPLING Apradh hai.."
1Dost : Hume Malum hai islie to 1 ko Ghar Chodne
ja rhe hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan 2 Sardar:
Maine Aisa Mashroob Banaya Hai
Jise Peete He Insan Such Bolne Lagta Hai.
Tum Pee Kar Dekho.
Sardar (Mashroob Pee Kar):
Aakh Thoo, Yeh To Tail Hai.
Pathan: Dekha Tumne Such Bola,
Yeh Waqai Tail Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)