Par Yaad Tumhari Ati Hy
Tum Dor Sahi Majbor Sahi
Par Yaad Tumhari Ati Hy,
Tum Sans Wahan Par Lyti Ho
Or Badbo Yahan Par Ati Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!) / 578 views
Similar Jokes
Sochte huwe bhi dar lagta hai.
If women could read minds,
every second man will get slapped. ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Amrood Baich Raha Tha:
1 Aadmi Aaya or Bola: Sardar G agar Amrood Main Keera Nikla To?
Sardar: To Saaf Baat Hai…
Hum Keerey K Alag Paise Lega.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Kone Me Chup K Mobile Pe Kisi Se
Ahista Se Bat Kr raha Tha
Aadmi: Khan Sahab Larki Se Baten Kr rahe Ho
Pathan: Khuda Ka Qasam Larki Nahi Mangetar Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Bakra Zibha Karnay Laga Tou Confuse Ho Gaya K Parhna Kya Hai....
Aik Lamha Sochnay K Baad Chhuri (Knife) Chalatay Howay Josh se Bola
.
.
.
HAPPY BIRTHDAY TO YOU
by Tanveer Hussain (few years ago!)
5 panjabio ne mil k 1 taxi li, 15din ho gaye lekin koi
sawari nahi milli
Q?
Q?
Q?
Q?
Q k 3 panjabi peache or 2 panjabi aage beth k
savari dhoond rahe te.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se bhaag K Shadi Ki..
5 din baad Wo Rote Hue Lauti
.
.
Dad: Ab Kyun aayi Ho ??
.
.
.
.
Ladki: Papa Wo BMW ka driver Nikla, Iphone bhi China Wala Tha…
by Mazhar Khan (few years ago!)
My Grand Father Lived For 96 Years
He Never Used Glasses
Sardar :Ya I Know
Few People Drink
Directly From Bottle
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pakistani dosre se: Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi???
2nd: Haan! mizaile computer se control hotay hain na...
1st: Phir tau hum jang haar jain gay.
2nd: Woh kese???
1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau???
by Abdul Hannan (few years ago!)