Bivi aur ghadi mey kya faraq hey?
Ek aadmi doosrey aadmi sey bola:
“Bivi aur ghadi mey kya faraq hey?”
Doosra Aadmi bola:
“Ek bigarti hai to bandh ho jati hai……Doosari bigarti hai to “SHUROO” ho jati hai”
by khalid hussain (few years ago!) / 775 views
Similar Jokes
Hotel K Manger Ne Bari Heriat Se Police Inspecter
Se Pocha
Ap Ko Kese Pata Chala K Hum Ne Bartan Dhone
Wale Badal Dia Ha ?
Police Fingure Print...=
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Go Musharaf Go Ki Kamyabi K Bad
Ek Nai Tehreek Chalne Ja Rahi Hai
Jis Mein Awam Nangay Ho Kar
Jaloos Mein Pichwara Hela Kar Nara Lagainge
“LO Zardari LO”
;-)
by Abdul Sami (few years ago!)
1 Jaga Bomb Blast K Bad 1 Admi Chila Raha Tha: “O God! Mera Hath Urh Gaya”
Pathan: Hoasla Karo
Mat Roo, Daikho Us Aadmi
Ka Sar Urh Gaya Hai, Wo B To Chup Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Gullu: Golu Tum Udaas Kyun Ho.
Golu: Kya Batau Gullu Maine Pitaji Ko Dictionary Kharidne Ka Bahana Banakar Paise Ke Liye Chithi Likhi Thi.Unhone Anarth Kar Diya
Gullu: Kaisa Anarth.
Funny Golu:Unhone Dictionary Hi Bhijwa Di.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Bhai Jail Ko Urdu Mei Hawalaat Q Kehty Hen?
Pathan:
Q K Jail Mei Khany Ko Sirf
‘Hawa’
Or
‘Laat’
Hi Milti He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Na Daddy Ki Maar Se,
Na Mummy Ki Fatkaar Se,
Na Ladki Ke Inkaar Se,
Na Sandalon Ki Bauchchar Se,
Ladke Darte Hain To Bas,
RAKHI Ke Tyohaar Se!
BEWARE! COMING SOON!
by Pak101.com (few years ago!)
S0me idi0t say:
"Behind every succesful b0y there is a girl"
but n0b0dy knows the fact that:
"Girls ch0ose only succesful b0ys"
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr khush amdid khty hain.
by Zia Rasool (few years ago!)
1 chinese bacha apnay Pakistani dost se:
yaar merey father ka inteqal ho gaya hai,
Pakistani:
Abay yaar,
China ki chizon mein yehi masla hai..!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girls college k bahar blast ke baad Geo Reporter, Zakhmi LARKI Se:
jab BOMB gira’ to kya Wo 1 dum se Phhata?
Zakhmi LARKI
(Ghussay Se) :
Gee Nahi
Wo Reengta
howa Meray Qareeb Aaya’
Or,
Nihayat Adab Se
Pyaar Se
Or,
Sharma kr
Bola
Baji !!! THAAA !!!
by Mazhar Khan (few years ago!)