Beta ab tum mujhe apni maa
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko
pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1063 views
Similar Jokes
Ek Boy Ro Raha Tha:
2nd Boy: Oye kya hua?
1st Boy: Aaj mere Abbu ne Mujhe Juta Mara Hai.
2nd Boy: Tum Khush Naseeb Ho.
"Jutta" Sirf "Azeem" Logon ko he Mara Jata Hia.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ko rota dekhkar friend ne pucha kya hua?
Santa: Bohat bada dhokha,
maine 2 ton ka AC kharida, ghar aakar tola to sirf
35 kilo ka nikla..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu Apne Friend Golu Ko Bata Raha Thha.
Pappu: “ Pichle Hafte Meri Aur
Meri Girlfriend Ki Ladayi Ho Gayi Thi Aur Hum Alag Ho Gaye ”
Golu: “ Fir? ”
Pappu: “ Usne Mujhe Chidane Ke Liye Apne Naye Boyfriend Ke Sath Photo Khinchva Ke Mujhe Bhej Di ”
Golu: “ Ohh, Ye To Bahut Bura Kiya Usne ”
Pappu: “ To Main Bhi Konsa Kam Hun, Utha Ke Photo Uske Baap Ko Bej Di
by Pak101.com (few years ago!)
Mom:Boyfriend Jab Kiss kare to bolo “DON’T”
Or Jab Galy lagae to bolna
“STOP”
2nd day Beti:
MOM usne dono ek sath Kiya to Me ne b ek sath kaha
“DON’T STOP”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Waqt Aisa Aye Ga Jab Sari Dunia Par Pathano Aur Sikhon Ki Hukumt Ho Gi
Kyun K
?
?
?
?
?
?Baqi Insan Traqqi Kar
K Kahin Aur Ja Chukey Hon Gay
by Pak101.com (few years ago!)
MERI" Khoobsurati ka Raaz Mujhe Khud Nahi Pata
FaraZ
Pata Nahi Kyun Log Mujhy SALMAN KHAN Samjhty Hain
/('.')/
) ( Thnx yaro
! ! Thanx
by Mazhar Khan (few years ago!)
A Moment Which Almost Came In Everyone's School Life
.
When A Teacher Points At You And U Look Behind And Then Say
"Who? Me?" =O :P
by Abdul Sami (few years ago!)
Malik: Abi tak tm nay machar nahee maray? meray kanu may gunguna rahay hain. Nokar: mein nay kab kay maray hain. ye thu unki bewa bewian hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher : Saach aur Veham main kiya farak hai?
Boy : Aap hum ko padha rahi hain ye SAACH hai. Aur hum padh rahe hain ye aap ka VEHAM hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Gabbar: are oh sambha ye kon log he jo SMS nahi karte
Sambha: sardar ye woh log hai jo miss call karne ke bad b balance check karte hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)