bhaabi jhakas hen
Ye Dil buhat udas hai,
Koi apna nahi paas hai,
Har waqt boring sa ehsaas hai,
Zara apni wali ka Number to dena,
Suna hai bhabi buhat “jhakkas” hai……..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Naukrani ne malkin se kaha, memsahab gajab ho gaya, pados ki teen auraten aap ki saas ko peet rahi hai.
Malkin naukrani ke saath balakani se aayi aur chupchap tamasha dekhne lagi.
quarreling.jpg
...
Naukarani ne poocha, aap madad karne nahi jayengi?
Malkin: Nahi uske liye teen hi kaafi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SARDAR BIWI SE: TUM BABY KO KIYA PILAATI HO?
BIWI: DOODH AUR ORANGE JUICE SARDAR: OYE TOONE KABHI BATAAYA NAHIN ORANGE JUICE KIS SIDE SE AATA HAI.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
PATHAN ko 1 charagh mila
Utha kr $aaf kia to 1 Jin nikla or kaha
apki 3 khwahishain puri karonga
PATHAN:
Humko aisa Naswar do jo kabi khatm na ho
ek dum 1 naswar ka packet agya
PATHAN ne thori si naswar nikali to utni naswar or agai
Jin: Baqi 2 khwahishen?
PATHAN Aisa 2 Packet or de do
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Phathan ne ghar ka darwaza ukhara aur kandhay pe rakh k bazar mai gya, ek aadmi ne poocha khan kya dawaza bechna hy?
pathan: nahi yaar taala khulwana hy :)
by Pak101.com (few years ago!)
Banta:truch dekh kar tm kiun kanpte ho.
Santa :aik truck driver meri bv le gaya tha me sochta hun kahen wapas karne na aa raha ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole toh gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay?
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke Salmaan Khan thay!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Maan…………. “Hamid kiun ro rahe ho?”
Hamid…………..”ammi master saheb bimar the aur wo ………..wo ………..”
Maan………….”Kia hoya margaye kia be chare?”
Hamid………….” Aji kahan margaye………….tandarost hogaye hain.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Woh kya cheez hai jo haathi
jitni badi hai magar uska
wazan kuch nahi hota.? .
.
.
... ... ... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
nhi pata ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ans: Haathi ka saya............. :p lolz
by Pak101.com (few years ago!)
Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya dekar,
dua dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me baithogi?
by Farah Awan (few years ago!)