Paise wala aadmi
Paise wala aadmi:” aaj mere paas
14 cars
18 dukaan
4 Bangle hain..
Tumhare paas kya hai ??
.
.
.
.
.
.
.
Gharib aadmi:” mere paas 1 beta
hai,
jiski girlfriend teri beti hai…:P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 996 views
Similar Jokes
preeto poti test karvane gayi dr. ne kaha-ye poti
nahi halwa hai.
preeto-ek phone kar lu.
dr.-kyo?
preeto-santa ji ko batana hai ki unke tiffin mein
poti chali gayi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher Sardar Se:
Dahi Ki English Btao?
Sardar Sochne K Bad:
,
,
,
,
Milk Sleeping In The Night
And Swairey Swairey Tight.!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Laziness Is The Mother Of All Bad Habits...
.
.
.
But Ultimately She Is A Mother,
...And We Should Respect Her... ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa Ne Bhagwan Se Poocha:
Kya Main Agle Janam Main
Gadha Ban Sakta Hon?
Bhagwan Ne Jawab Diya:
Ek Hi Facility Baar Baar Nahi Mil Sakti.
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR was sitting in toilet, but potty was not coming....!!
.
1hr..
.
2hr..
... .
3hr..
.
.
.
.
.
.
.
.
SARDAR- "ab Aa bhi ja..!! Mai tenu kha thodi javanga....!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Jaga Bomb Blast K Bad 1 Admi Chila Raha Tha: “O God! Mera Hath Urh Gaya”
Pathan: Hoasla Karo
Mat Roo, Daikho Us Aadmi
Ka Sar Urh Gaya Hai, Wo B To Chup Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
faraz apni b.v. sy
HATA LO APNY CHEHRY SY YE ZULFEIN AEY JAAN-E-FARAZ,
AGLI BAAR KHANY MEIN BAAL AYA TOW SAJNI SY GAJNI BANA DU GA...
by sarmad abbas (few years ago!)
2 ‘Pathano’ Ko Bomb Mila
1st Pathan: Chal Police Ko De Aain
2nd Pathan:Agar Bomb Raste Main Phat Gaya To?
1st Pathan: Jhot Bol Denge K phata hoa hi Mila Tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan class me hans raha tha 1 larki boli stand up
pathan :tm kun ho?
Larki :me moniter hun?
Pathan:hahaha tera zamana gaya ab l.c.d chalti hai
by Sabir shah (few years ago!)
Baap: Dekho Beta Aaj Tumari
Teacher Ki Taraf Se Muze Ek Letter Mila H.
Beta: Aap Befikar Raho,
Mai Mom Ko Nhi Batauga.
Father: 12th Krne k Baad Tum Kya Karoge.?Boy: BCA
Father: Very Good Per Ye BCA Hota kya he.?
Boy: Baap ke Cash pe Aish!
by Pak101.com (few years ago!)