Ghar main mera hukam chalta hai
Happy Sing: Ghar mai Mera he Hukam chalta h
Mai Kehta hon, Garam paani, woh le ati hai,
Dost: Garam pani kuon?
Happy: Usse Bartan Achay Dhultay hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1241 views
Similar Jokes
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko.
by Pak101.com (few years ago!)
Qarz-e-Hasna kisay kehte hain”?
Pathan:
“Jab Qarz denay wala paise wapis mangay, aur qarz Lene wala HANS day, to usay Qarz-e-Hasna kehte hen”!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Husbd: Darling, years ago u had a figure like Coke bottle. Wife: Yes darling I still do, only differnece is earlier it was 300ml now it's 1.5 ltr.
by khalid hussain (few years ago!)
Considering his achievements
of creating shortage of
wheat
gas
power
sugar
water
Musharaf has been given
the title of Quaid-e-Qillat !!
by Abdul Sami (few years ago!)
Doctor: Bachy ko pani dainy se pahle ubaal lia karain
.
Sardar: Wo tu teekh hai lekin Ubaalny se Bacha mar tu nahi jayega??
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Mujhe Shadi Me BMW Mili He.
Banta: Pr Tumhare Pass To Koi Car Nahi He!
Santa: Abye Ghadhe,
BMW Ka MatlabBahut Motti Wife..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 class ka bacha
apni
Miss se kehta he.
Me
aapko kesa lagta
hon.
Miss so sweet,
Bacha: To phr me
apne
ammi abbu ko aap
k
ghar kb bhejon.
Miss: wo q.
Bacha:Take wo
hamari
baat aage chalaeen,
Miss:ye kya bkwaas
hai.
Bacha:
.
.
.
.
.
Tution parhane k liye.miss ap b na Qasam se
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Extreme limit of “PATHANism”
Two pathan sitting in a rickshaw
&
fighting for the window seat…
by Pak101.com (few years ago!)
ak KANJOOS ak admi ko hotle lay gaya.
to KANJOOS osay bar bar ak ak glass pani ka la kar pelata hai.
ADMI tang ho kar KANJOOS say.
bhai sahab tori se roti lay ao halaq main pani panse gaya hai.
by Umair Rahim (few years ago!)
ek memon ki plate se murgi ka tukda utha kar billi bhaag gayi
memon ne bahot koshish ki use pakadne ki par pakad na saka
to bola ya allah is ka sawaab abba marhoom ko mile..
by Pak101.com (few years ago!)