Admi gor gor kr dehk rha hai
Wife:Dekho na Wo aadmi mujhe Ghur Ghur k Dekh
raha hai.
Husband:Are wo toh Bhangarwala hai,Bekar mal psr
nazar rakhna Uski aadat hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Banta: Hamne Mobile Marriage Bureau shuru kiya hai: Rishtey k liye 1 dabaye, Mangni k liye 2 dabye, Shadi k liye 3 dabye Desi Man: Hum Dusri Shadi k liye kya dabaun? Banta: Dusri shadi k liye pehle wali ka gala dabye ..!
by Pak101.com (few years ago!)
Bhai log!
Ghajini dekhne k bad andaza hua k
apke bhi b Amir khan se kuch kam
nhi hai.
Mein b parhta hun,samjhta hun,
Phir 15 min bad sab bhool jata hun.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Postman Doorbell Bajata Hai.
Ek Bachha Mooh Mein Cigarette Liye Aur Hath Mein Beer Glass
Pakde Hue Bahar Nikla.
Postman: “Beta, Papa Hai ?”
Bachha: “Abe Bhootni Ke, Mujhe Dekh Ke Lagta Hai Baap Ghar Pe Hoga“
by Pak101.com (few years ago!)
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of this bird by seeing it’s legs only?
Sardar: I don’t know.
Examiner:You failed, what’s your name?
Sardar:See my legs & tell my name!!
by Pak101.com (few years ago!)
Wo aaj maira naam tak bhool gayi "Faraz"
.
.
Jo kahti thi "kundi na karhka, seedha andar aa"
by Mazhar Khan (few years ago!)
To Reduce Depression Of Students, Sir Showed Them 3 Idiots
Sir- What Did U Learn 4m D Movie?
Students- KISS Karte Waqt Naak Beech Me Nahi Aati
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Friend Se: Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga. Friend: Kyon?
Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Mastar (Fareed say): Class mein kon shor kar raha tha?
Fareed: Janab mujhay nahi maaloom mein to apni baton mein laga hua tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan:
Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost:
Wo kaisay ?
Pathan:
Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
by Pak101.com (few years ago!)