Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Pathan:
Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost:
Wo kaisay ?
Pathan:
Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
by Pak101.com (few years ago!) / 635 views
Similar Jokes
Ek Pathan Bandoq Le Kar
Machli Ka Shikar Karne Jungle Mein Gaya!
Chor Yar Tu Bhi Pathan Nikla
Joke To Oper Hi Khatam Hogyaa Hta…
by Pak101.com (few years ago!)
Ques: Agar dunia mai bejli nahi hoti tu TV kesay daikhty?
.
Pathan: Mom-batti jala ke !
by Mohammad Ali (few years ago!)
BV Kitchen Se Boli: Sunty Ho, Main Din ba Din Khoobsurat Hoti Ja Rhi Hn
Shohar: Acha Wo Kaisy
BV: Ab to Mujh Se Rotiyan Bhi Jalny Lagi Hain
by tanveer hussain (few years ago!)
Doctor k band Clinic k agey lambi line thi
1 sardar bar-bar line mai ghusta,log usko pakr k peche phenk dete
sardar:Lagay raho kameeno,
mai v clinic nhi kholna.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa:- veg aur non-veg me kya hota hai ? :/
Banta:- film dekhte waqt agar aankh me pani aaye to veg aur agar underwear me aaye to non-veg. !;) =D =))
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maalik Makaan: OK, mein tumko kiraya dene ke liye aur 3 din ki mohlat deta hun.
Funny Sardar Ji: Theek hai ji, mein Diwali Holi aur Chrismas ke 3 din select karta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap ne apne baite ki talashi li, jaib se naswar, cigrette, chars, katrina kaif ki tasaweer aur girls ke numbers baramad hoye, baap ne baite ko buhat mara aor kaha, kab se kar rahe ho ye sab kuch?
Baita rote hoye bola,
"Baba meny app kee jacket pehni hui hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Imran Ashraf (few years ago!)
Sardar: Dr Sab Tusi Kehya C K Subha Game Khedan Nal Sehat Changi Rendi A, Per Meno Te Koi Farq Ni Piya
Dr: Tusi Kiri Game Khelday 0
Sardar: Mobile Te Sap Aali.
by Pak101.com (few years ago!)
Thappar Maarnay par NaraZ Wife se Husband bola:Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai.
Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur Boli Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti
by tanveer hussain (few years ago!)