Memon K Valimay May
MEMON K VALIMAY May,
Bar Bar PANI Pesh Kia Ja Rha Tha,
Tang Akar 1 Aadmi Nay Kaha:
Janab Halaq May Pani Phans Gya Hai Kia Thori Si BIRYANI Milay Gi;-)
by Pak101.com (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
Momo to mehmood sahab
Aapkay kay dost nai kis pagal aurat se shadi ki hai kiya wo andha hai?
Mehmood sahab: momo mein nai tum sai shadi ki hai to kiya mein bhi andha tha?
Mono: chup bey
by Pak101.com (few years ago!)
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Policeman:Madam is Pool me nahana mana hai.
Lady:Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi
Bataya.
Policeman:Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe
nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
kya Baat hai, Jab Dekho tab Pregnant Hi Rahate Ho Yaar, Jab Bhi Message karta Hu,
Tumhare Delivery Report Aa Jati Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Man Knows Man’s Nature…
Customer:
I Need A Ladies Suit…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Shopkeeper:
Begum K Liye Chahiye Ya Koi Acha Sa Dikhaon?
by Pak101.com (few years ago!)
Hmari new Generation Miss ne kG 1class k bache se kha 1 se 10 tak gino me tume kiss krongi.
Bcha bola:agr me 1 se 100 tk ginu to kya package hai???
by Pak101.com (few years ago!)
Banta Bank Manager se
Mera Loan pass kar do
Manager: Is file per wajan nahi hai
Banta: Apna joota rakh deta hai, aur poochhata hai mera loan pass ho jayega
by Pak101.com (few years ago!)
In Biology Practical
Examiner: Tell the name of this Bird by only seeing its Legs
Sardar Student: I can't say
Examiner: Ok you are fail. What is your name?
Sardar: See my legs and tell my name
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek utility store k bahar lambi line thi:
1 Aadmi bar bar line mai ghusta, log usko pakr k peechay phenk dete.
Aadmi: Lage raho, Main Bhi Aaj Store Nahin Kholunga. :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar aik deewar k sath kahra susu karne main
masroof the kah chat pe khari aurat boli
Oye “nazar nhi aa raha deewar hai”
Sardar: thora angel change kar k daikho nazar aa
jae ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)