BIKE zarur dilaunga

Dad : Ess Baar exam me paas ho ya fail BIKE zarur dilaunga.
Son : Kaunsi bike?
Dad : Pass he to “APACHE”
college jane ke liye.
Fail hue to “RAJDOOT” dood bechne ke liye

by Mohammad Ali (few years ago!) / 954 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Patni Se Panga Na Hi Lo To Achha Hai

Ek Baar Pati-Patni Mein Ladayi Ho Gayi,

Unki Aapas Mein Baat-Cheet Band Thi,

Ek Din Subah Pati Ko Kisi Kaam Se Office Jaldi Jaana Tha,

Usne Raat Ko Paper Par Likha: “Mujhe Subah 5 Baje Utha Dena”

Aur Paper Patni Ke Takiye Ke Paas Rakh Diya,

Subah 8 Baje Jab Wo Utha To Dekha Uske Upar Bahut Saare Paper Pade The,

Aur Likha Tha:

Uth Jao 5 Baj Gaye Hai,

Please Uth Jao, Warna Late Ho Jaaoge

Arrey Pahle Hi Bahut Der Ho Chuki Hai, Ab Uth Bhi Jaao

by Pak101.com (few years ago!)
pathan qabar main!

Pathan k qabar ki pehli raat mai 62 fareshte aey…?

2 farishte sawal puch rahe the aur baqi k 60 farishte pathan ko sawal samjha rhe the..

by Abdul Hannan (few years ago!)
Janwron Ki Party Me

Janwron Ki Party Me Chuha visky Pi K Tunn Tha

Billi:

Aj Party Na Hoti To Mai Tuje Kha Jati

Chuha:

Chali Ja

Nhi To Log Kahengey K Pi K Aurat Pe Hath Utha Dya.:-*

by Pak101.com (few years ago!)
RAILWAY INTERVIEW of Pappu

RAILWAY INTERVIEW of Pappu :P

Interviewer:- agar do trains ek hi line pe aa gayi to kya karoge ?

Pappu :- Jee, red light dikhaunga..

Interviewer:- Red light na ho to ...?

Pappu :- Torch dikhaunga..

Interviewer:- Torch na ho to ...?

Pappu:- Apni red shirt utaar kar dikhaunga.

Interviewer:- Shirt bhi red na huyi to ...?

Pappu:- Fir main apni mousi ke ladke ko bulaunga.

Interviewer:- Wo kyun...? kya wo traino ki takkar rok dega ?
.
.
.

Pappu:- Jee nhi,
wo kya h na k usne kabhi 2 traino ki takkar nahi dekhi....P :D

by Pak101.com (few years ago!)
KHUDA Kare Kisi Ko JUDAAI N'a Mile .....

Arz Kiya Hai .....
KHUDA Kare Kisi Ko JUDAAI N'a Mile .....
.
.
... ... .
Wah Wah ......
.
.
.
KHUDA Kare Kisi Ko JUDAAI N'a Mile .....
.
.
.
.
Jo Ye Status Like Ne Kare Usey
THAND MAIN RAAZAI N'A MILEY ;D

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia

Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.

Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.

Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Rupaiya De Do

Bhikhari: Sahib ek rupaiya de do.

Sahib: Kal anna. Funny Bhikhari: Iss kal kal ke chakkar mein iss colony mein mere lakhon rupaiye fasse hue hai!

by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Ne akhbaar main

'1 Aadmi Ne akhbaar main add Dekha:
Purana Mobile Do or New Mobile Lo.
Wo Us A....'

by Mazhar Khan (few years ago!)
Mobile Da Charger

Sardaar Ki BV Bhaag Gai
3 Din Baad Wapis Aaye
Sardaar Ghusse Se Bola
“Hun Ki Lain Aayi Ain”

Sardarni:
“Mobile Da Charger Bhul Gai C”

by Pak101.com (few years ago!)
Tajmahal ko dekh

Tajmahal ko dekh ke bola Shahajahan ka pota,
.
.
.
Aaj hamara bhi bank balance hota
.
.
.
.
.
agar Daddu aashiq na hota..

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Taj Mahal ko kareedh loonga

Khate Time Baat Nahi Karte

Hathi Aur Kele Ki Game

Memon Apne Kamre Ko

Motorcycle double stand

AFRIDI's Daughter

Ek sheikh doctor k pass gaya..

ust Friends: Never ask for f..

Malkan Ap Udaas Kyun Hai

Neutron in the Bar

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook