9 bando ne mara
SARDAR: Muje 9 Bando Ne Mara,
GURO: Phir Tu Ne Kia Kya?
SARDAR: Maine Kaha Agar Himat Hai To 1 Ek Kar
K Ao
GURO: Phir
SARDAR: Phir Sab Ne Bari Bari Maara.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 844 views
Similar Jokes
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Ladki se 1 Ladke ne dil manga to ladki ne kaha kal dungi
Next day ladki apne sath bachha lekr ayi or ladke ko de diya kyu?
Dil to bachha he ji
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Suno ji...doctor ne mujhe ek maheenay k araam k liye beautiful foreign location me jaane ko kaha hai. Hum kahan jayengey???
Husband: Dusray doctor ke pass....
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor chori karne ek ghar me ghusa:
Malik-Kaun hai..??
Chor-Miyaau
Malik-Kaun hai..??
Chor-Miyaau
Malik-Kaun hai..??
Chor-Saale billi hun billi.....!!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to girl:- i can make u say I LOVE U ?
girl: no way !!
boy: bet ??
girl: yes ...
boy: OK start ... say blue?
......girl: blue..
boy: say pink?
girl: pink...
boy: say love?
girl: love ...
boy: whats 1+1?
girl: 2
boy: Ur age?
girl: 18
boy: hahaha... i told u i could make u say 18!!
girl: no, u said u could make me say that I LOVE U
boy: yes i did :D :D :D !!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SANTA Class Me 1 Donkey Le Kar Aaya
Tacher: Iss Ko Kyu LaYe Ho?
SANTA: Sir Aap ne hi to Kaha Tha Ki Aap
Gadhe Ko Bhi Insan bana dete ho..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: Bade ho kar tum kya karoge?
Student: Ji shaadi.
Teacher: Mera matalab, kya banoge?
Student: Ji dulha.
Teacher: Are, mera matlab hai, kya hasil karoge?
Student: Ji DULHAN
by Pak101.com (few years ago!)
2 PATHAN bank lootne gay par GUN bhool gay.
Phir bhi bank loot liya.
KESE?
Bank manager bhi PATHAN tha
Bola GUN kal dikha jana
Hum ko zuban ka etbar hy.
by Zia Rasool (few years ago!)
Teacher : Whoever Answers My Next Question Can Go Home!
A Boy Throws His Bag Out Through The Window.
Teacher: Who Threw The Bag?
Boy : Me!
I’m Going Home.
by Tanveer Hussain (few years ago!)