Usne Muje Roka Tha Kya?
Wife: Apka Dost Galat Ladki Se Shadi Kar Raha Hai
Aap Use Rokte Kyu Nahi?
Husband: Main Kyu Roku?
Usne Muje Roka Tha Kya?
by Pak101.com (few years ago!) / 828 views
Similar Jokes
Husband aur wife may jagra howa to wife nay apni maa ko phone kia ami mayra un say jagra howa hai may 3,4 month k liay aap k gar a rahe hoo
Maa boli jagra us kambakht nay kia hai saza b us ko milni chahiay tu wahe tehar may arahe hoo 5,6 months k liay
by tanveer hussain (few years ago!)
BEAUTIFUL THOUGHT…!!
Aik Shakhs Tha Jis Ki Aadat Thi K Wo Raastey Mein Milney Waley Har Shakhs Ko SALAM Karta Tha, Par Ek Shakhs Us K Salam Ka Jawab Dene K Bajaye Usey Galiyan Deta Tha.
Phir Bhi Wo Naik Insaan Usey Har Roz Salam Karta Tha. Aik Din Us Sey Kisi Ne Poocha K “Wo Shakhs Har Roz Tumhein Bura Bhala Kehta Hay Tum Phir Bhe Usey Salam Karte Ho Q ?
Us Naik Insaan Ne Jawab Diya” Us ki beti bari fit hai yaar .
Moral: Har msg islami nahi hota.
by Mazhar Khan (few years ago!)
English class-kid: Me sleep with dad last night Madam corrected : NO beta,I slept with dad last night..
Kid : Aap mere sone k baad aayi hogi.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa was drawing money from ATM.
Banta, who was just behind him in
the line said: I’ve seen ur password. It’s ****.
Sant: U r wrong. It’s 1394.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
kid..in english class
Me sleep wid dad last nyt..
madam(correcting)-nhi beta, I slept wid dad last nyt..
.
.
.
.
kid-mai toh so gya tha,ap mere sone k baad aayi hongi....:p:O:D
hahahahahahahah
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ko police kyu Pakda??
Guess Why?
?
?
Q K santa ne
Bina Scooter K Helmet Pehna huye tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Two Ladies Were Fighting for the Window Seat in
Bus,
Both were claiming that She Came First, One Old
Man was Watching this All. At last he said: Why Are
You Fighting?
Is ka Hal Main Tum ko Batata Hon, Tum mein se Jo
bhi Umar Main Barri hai Wo Baith Jaye.
Dono Ek Dosri Se Boli Theek hai Tum Baith Jao. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan to 2nd Pathan: Yaar koi aisa Gift bata jo teri bhabhi k seedha Dil par lagay.
2nd Pathan: Goli maar day.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar: Yar Museebat Ke Waqt Gadhay Ko Bhi Bap Banana Parta Hai
.
.
.
.
.
.
.
.
PATHAN Bari Himmat Hai Jo Teri Ammi Maan Jati Hai.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: tumhaari wife kyu hamesha gussa rahti hai?
Banta: maine galti se use bola tha
ki "tum gusse main bhi bahut khoob lagti ho"
by Pak101.com (few years ago!)