Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?
Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?
Pathan: Han, Humara Aurat Say Shadi Hua Ha
Sardar: Bewakuf, To Kia Mard Se B Shadi Hoti Ha
Pathan: Han Humara Bahen Ka Hua Ha.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 928 views
Similar Jokes
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!Orkut Pe Mujhe Bhi Add Karlo;-)
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han....
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.......
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha.......itna lassi tumhara baap pie ga
by tanveer hussain (few years ago!)
Aik perley darge ke sust-ul-wajood shaks ne apne aik dost se kaha. Bhai meri to hamesha qudrat ne madad ki hai.
Kaise?
Sust aadmi bola.
Main ne kuch darakht girane ka program banaya tha ka toofan aagia aur kuch darakht gir gia is kay baad mujhe kura karkat ke dher ko jalana tha kay aasmani bijli karki aur kura karkat kay dher khud ba khud jal kar rakh ho gia.
Ab kia program hai.
Dost ne sust-ul-wajood se pucha.
Mera program zameen se aaloo gajarain nikalne ka hai aur main is kam ke liye zalzaley ka muntazir hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta In art gallery: ye bhynak tasvir ko aap modern art kahte hai?
Art Dealer: Mere bap tu dimag mat laga ghar ja, ye aaina hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Father: Anjali Ko Dekho, 1st Division Se Pass Hui Hai.
Bhavesh:Haan,Use Dekhta Raha Tab Hi To Main Fail Ho Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan ne molvi ko bohat maara,
kisi ne pucha kyn maara.
PATHAN: ye kehta he tamam muslman jannat ka mazay lenge,
jannat tou hamara bewi ka nam hai¦
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the
achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira,
jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik
nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal
aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao,
ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 boys with Sardar where going on a Motor cycle.
Policeman gives hand to stop.
Sardar shouted oye pehle hi teen bhete hai tu kaha bethega…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
sardar:Cricket Khel Kar Aya,
Dost: Kitnay Runs Banay?
Sardar:triple Century Hone Me 299 Run Baqi Thay, kanjar ne out kar dia!
by Pak101.com (few years ago!)
'Khusra Maths K Paper Main uth k Dance Karny laga
Kisi Ne Pucha Yeh Kya Kar R....'
by Mazhar Khan (few years ago!)