Now run
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 865 views
Similar Jokes
Pathan: Maine Khat Likha Tha K Meri Shadi Per Ana Tum Q Nahi Aye?
Dost: Mujhe Khat Mila He Nahi
Pathan: Maine Likha Tha K
Khat Mile Ya Na Mile Tum Zaror Ana.
by Pak101.com (few years ago!)
Once upon a time there was a hungry Chuunti.
She saw a piece of Gurr on his way.
She picked it up while she try to eat it.
She saw a Chuunta.
She left the Gurr and went with the Chuunta.
Mora: Gurr Naloon Ishq Mitha
by Abdul Sami (few years ago!)
IPl Ka Josh Dil Main Hai Yaar.
Lekin Exams Ka Bhi Hai bukhar.
Match Main Kisi Ki Jeet Ho Ya Haar.
Par Ham Indian Hai Cricket Ke Is Jashn Ke Liye Tyaar
by Pak101.com (few years ago!)
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Delhi Se Mumbai Apne Ek Dost Ke Paas Gaya To Dost Ne Haal Chaal Puchha.
Santa Dukhi Hote Hue Bola: “Kya Batau Yaar, Raat Bhar Train Mein Neend Hi Nahin Aayee, Upar Ki Seat Mili Thi”?
Dost: “To Exchange Kyun Nahi Ki Seat”
Santa: “Arrey Bewakoof, Kis Se Karta, Neeche Ki Seat Pe To Koi Bhi Nahi Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Pas Jany ka sawal hi paida nahi hota "Faraz"
.
Jab door se dekh leta hon ke books hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher To Pathan: ßeta Q ROo Rahe Ho
Pathan: §Ir §Chool Ki ßell Toot Gai Hy
Teacher: Tou Is Main ROone Ki Kya ßaat Hy
Pathan: Ab Humari Çhotti Kaise Hogi
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
5 Phatan Mil kAr Minar-e-PAKistaN ko dHika lAga rEhay tHay,
eK adMi nE pOcha kYa kAr rEhay ho ?
PHaTaNoN nE kAha :
Hamare Ustad ne kaha hAi k Pakistan kO le kaR Agy bHaRo . ;-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Never Love Someone because LOVE stands for
L: Loss of Money
O: Out of Mind
V: Valley of Tensions
E: End of Life
So don't Love, just line maro
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek bacha paida hotay hi nurse say bola: LIGHT Hai?
Nurse: NO
Bacha bola Oh tuadi khair… . . . . . . . . PAKISTAN wich aagia.
by hearthackervsgirls (few years ago!)