Dost: Santa G apki BV ap
Dost: Santa G apki BV ap k dost k sath park me bethi hy.
Santa park ka chkar lga kr wapis aa kr dost se
Ja yar
aywain chakkar lwaya e,
O te mera dost e nai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 975 views
Similar Jokes
Sir: Kaunsa bird sabse se Tez udtha hai???
Boy: Haathi. Sir: Nalayak,tera baap kya karta hai??
Boy: woh Shooter hai Daawod gang mei….
Sir: Shaabaash ! haathi !Sahi jawab
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sahab masjid mein bethey waaz sun rahey they. “Naik logon ko marney key baad sattar (70) hoorein milein gi”, molvi sahab bata rahey they, “or un mein naik biwian bhee shamil hon gi”
Bhai sahab sun ker itna naraz huey key uth ker masjid sey nikal gyey, “to phir marney ka kia faida…”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Shohar khubsurat tha aur BV kali thi.
Shohar:Hum dono Jannati hen
BV:Kesy?
Shohar:Tm Mujhy dekh kr Shukar ada krti hoOrM Tumhay Dek kar toba krta hun
by hearthackervsgirls (few years ago!)
pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: 2 mein sai 2 minus karo kya bachai gaa
pathan ka beta : mujhe ye sawal samaj nhi aaya
teacher: agar tumhare pass 2 rotia hai aur tum 2 kha gai to kya bache gaa
pathan ka beta: salan
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji:There are lot of girls who dont want to get married!
Friend:How do you know?
Sardarji:I asked them to marry !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aik pathaan ki biwi ko pathaan par bohat pyaar ayaa
Wo boli aap lakhon main aik ho
pathaan ne aik zor se chapair mari aur bola baqi 999 kon hain
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa omllett bna rha tha usne anda toda to anda khali nikla
Snta hairan hokar bola ghorklyug ab murgi b ABORTION krwane lagi he. !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap ne apne baitay ki talashi li,
jaib se naswar, cigrette, chars, katrina kaif ki tasaweer aur girls ke numbers baramad hoye,
baap ne baitay ko bohot mara or kaha “kab se kar rahe ho ye sab kuch”?
Baita rote hoye bola,
“Abu main ne aap ki jacket pehni hui hai”
by Abdul Sami (few years ago!)