Ek budiya cinema hall me cold
Ek budiya cinema hall me cold drink ki bottle leke baithi thi,
Kabhi 15 mint me ghunt leti to kabhi 20 mint me,
Pass bethe sardar ko gussa aa gaya,
usne botal uthai aur puri ek ghut me pi gaya aur bola:-Aise pi jata he cold drink.
Budhiya boli:Beta me to pan ki pichkari thuk rahi thi
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 999 views
Similar Jokes
Nark me kuch log party mana rahe the
BHAGWAAN : Ye log nark me bhi party mana rahe
hain...
YAMRAAJ: .. <>BATHINDA<> wale hain..kahi bhi
Enjoy kar lete hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardarji Got Job
1st Day Worked Till Night
Boss Asked What Did U Do?
Sardar:
Computer Keyboard Alphabets
Were Not In Order Theek Kar Diye
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan apni unparh BV say:
Pathan apni unparh BV say:
Chal honeymoon per chaltay hain.
Wife: Nahi mujhe kapray dhonay hain tum meray bhai ko lay jao.
Pathan:O Yessss !!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher : you are late today,
school 7 baje lag jata hai or tum ab aa rahe ho???
Student : sir aap meri fikar na kiya kare
aap school shuru karwa diya kare.
by Pak101.com (few years ago!)
A sardar invested 2 Lakhs in a business and Suffered
huge Loss.
Do u know what the business was?
. . . .. . . . . . . . He opened a Saloon in Punjab!
by Pak101.com (few years ago!)
Parvati ji: Prabhu Aapka Trishool kaha hai?
Shiv ji: Rajnikanth le gaya hai!
Parvati ji: Kyooon?
Shiv ji: Noodles khaane ke liye!!!
by Pak101.com (few years ago!)
'Bacha peida hotay hi cheekha: Mujhay kuch nazar nhi aa raha, Mein andha houn..,....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl:Kya kr rahe ho
Boy:Makhiya mar rha hu
G:Kitni mari
B:3male 2 female
G:Kese pata?
B:3 Beer bottle pe the aur 2 Phone se chipki thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend to Boyfriend: Mera ladla, mera pyara, mera chhona, mera gugla.
Muj se shadi karoge? Bolo baby, bolo na!
Funny Boyfriend: Tum mujhe propose kar rahi ho ya adopt ?
by Pak101.com (few years ago!)
Scientists all over the world r wondering how long a human being can live without a brain... Kindly tell them ur age...
by khalid hussain (few years ago!)