ido Peeta Hu
Billi: Tum Kitnay Saal K Ho?
Hathi: 3 Saal Ka Hu.
Billi: 3 Saal K Ho Our Itnay Baray Kesay?
Hathi: Nido Peeta Hu.
Sehat Ki 10 Khoobiyo Wala.
Tumhari Umar Kya Ha?
Billi: 30 Saal.
Hathi: 30 Saal Ki Our Itni Choti?
Billi: Fair&lovely Use Karti Hu.
Umar Ka Pata Hi Nahi Chalta ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 856 views
Similar Jokes
Pathan Ka Challange
Pathan ny challange kiya k
Woh minar-e-pakistan ko apne sar par utha kar peshawar ja sakta hai.
Hazaron log ikthay ho gaye...
Pathan bola: bus isey utha kar mere sar par rakho tum...!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan:mujhe 4 bje jaga dena
Naukar:lakin mujhe time dekhna nai ata
Pathan:tum jagah dena time me khud dekh lon ga
by Sabir shah (few years ago!)
Aurat:" Mera Shohar Ghar Aatey Hi Mujhe Maarna
Peetna Shuru Kar Dete Hain,
.
.
Baba:" Woh Jaise Hi Ghar Aayen To Tum ye ''TAWEEZ'' apne Daant ke Neechey Dabaa
Lena,
.
.
.
.
.
~ After 5 days ~
Baba Ji Taweez Daant ke Neechey
Dabane Ka Itna
Faida Hua k Ab Woh Mujhe Kuch Nahi Kehta hai..
.
.
Baba:" Yeh Faida Taweez ka Nahi,
aapki Zubaan Band Rakhne ka Hai..
*ayush*
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pari Ne 60 Saal K Shadi Shuda Jorey Se Kaha,
Mein Tum Dono Ki Ik Ik Khawish Pori Kar Sakti Hoon,
Biwi: Main Apne Shohar K Sath Sari Duniya Ki Saer Karna Chahti Hoon,
Pari Ne Jadu Ki Chari Ghumai Or 2 Tickets A Gaen,
Phir Shohar Sey Pucha, Tum Kya Chate Ho…?
Shohar:
Apne Se 30 Saal Choti Biwi Ka Khwahishmand Hoon,
Pari Ne Jadu
Se Usko 90 Saal Ka Kar Diya,
Moral:
Mardon Ko Yaad Rakhna Chaiye K Pariyan Bhi Auraten Hoti Hain..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shaadi ke bad Rakhi apni dady se: Meri unse ladai ho gayi ,Dady:
Shaadi main jhagde to hote rahte hai fikar mat karo.
Rakhi: Woh toh thik hai par ab Laash ka kya karun.
by Pak101.com (few years ago!)
BREAKING NEWS Hakumat ne Ailaan kiya hai 2009-2010 mein new shadi shuda jorey BIJLI peda karenge. Bache nahi Q k Mulk me Bijli ki kami hai Bachon ki NAHI.
by Pak101.com (few years ago!)
1st Pagal:
Mujhe Angelina Jolie Nay
Shadi Kay Liyay Han Bol Di Hain
2nd Pagal:
Dikha Di Na Usnay Apni Aukat,
Main Bhi Itni Aasani Say Talaq Nahi Dunga
by Pak101.com (few years ago!)
PRoshni K Sheher Ko Tum Khud Hi Bachalo Doston
Najane Kon Isey Andheron Me Dhal Gaya
Mere Aasre Me To Bilkul Na Rehna
Mere To Khud Kaan Me Pathan ELFY Daal Gaye
by Mohammad Ali (few years ago!)
Banta : What is the similarity between marriage
and 11:59 pm?
Santa : Dono ke baad 12 bajte hai aur din badal
jate hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Student School Me Gadha Leke Aaya,
Teacher: Ye Gadha, Q Laye Ho.?
Student: Teacher Aap Hi To Kehti Hyen
K Maine Bare Bare Gadho Ko Insan Banaya Hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)