Jab LADKI Facebook pe
Jab LADKI Facebook pe tumse baat na kare to usse kaise baat karoge
.
.
.
.
Socho yaar??
.
.
.
Are yaar bahot simple hai
.
.
Uske WALL pe likh do
.
.
Mere inbox mein I LOVE U kyu bheja..!!
by Pak101.com (few years ago!) / 774 views
Similar Jokes
Teacher Students Se:
"MY BEST TEACHER" Par mazmoon likho
.
Thori dair baad ek student ne uth kar Pucha:
"Sir ganjay ko English mai kia kahty hain?"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Beggar: Actually I am an author. I wrote '100 ways to become rich'
Mr. Roger: Then why are you begging?
Beggar: This is one of the ways to become rich.
by Pak101.com (few years ago!)
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?
pappu : legs
Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?
pappu: paisay
Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar pe kartay hain
pappu: neend puri karte hain
girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain
ki wajah se roti hai?
pappu : kaan main ched
MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Robert:-Boss isne kuch nahi kiya phir ise saza kyu
di.
Ajit:-smart boy!Aajkal PREPAID ka jamana
hai.Pehle saza bhugto phir galti karo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: 4+3=7 aur 5+4=9, ab tum bataao 45+5 kitna hua?
Student: Kya sir? aasaan sawaalo ka jaavaab aap de diye aur mushkil savaal mujhse kar rahe ho
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Biwi Preeto Bathroom Ka Darwaja Khol Ke Naha Rahi Thi.
Santa Bahar Se Aya Aur Usne Ye Dekha To Bada Hairan Hua Aur Biwi Se Puchha.
Santa: “Oye, Tu Nahate Hue Bathroom Ki Kundi Kyu Nahi Lagati Ho?”
Biwi: “Oh Ji, Mujhe Darr Lagta Hai Ke Nahate Hue Mujhe Koi Keyhole Se Dekh Na Le“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy Monster: Did you get the big red heart I sent you for Valentine's?
Girl Monster: Yes, I did. Thank you.
Boy Monster: Is it still beating?
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Papa main kal School nahi jaonga. Papa: Kyon Beta?
Boy: Aaj School main hamara Wazan(Weight) kya tha.
Papa: TO kya hua?
Boy: Aaj Wazan kya hai, Kal baich diya to?
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi Ki Soch Mian BV Apny Kamry Mein Khamosh Bethy Thy
BV Ki Soch: Kiu Ye Mujh Se Bat Nhi Kr Rhy? Kiya Ye Dosri Shadi K Bary Mein Soch Rhy Hein? Kiya Ye Kisi Aur Ko Chahty Hein? Kiya Mein Moti Ho Gai Hn?
Shohar Ki Soch: Agar Is Se Bat Ki To Kahin Paisy Hi Na Mang Le ..
by tanveer hussain (few years ago!)
doctor ne mareez se kaha.main ek mahinay se 50 rupee ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor …..acha to main ap ko kal se 40 rupee ki dawai dun ga.
jis se ap ko roz ka 10 rupee ka fayda nazar aye ga.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)