Pathan
Pathan Yaar Abhi Tumhare Ammi Ka
Pathan: Yaar Abhi Tumhare Ammi Ka Khaansi Kesa Hai?
.
Dost: Kaansi Band Ho Gayi,
Magar Ab Saans Ruk Ruk Ke A Rahi Hai,
.
.
Pathan: Koi Baat Nahi, Khuda Ne Chaha Tu Wo Bhi Band Ho Jaye Ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 845 views
Similar Jokes
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
How Can You Recognize A Sardar In The Scientists
Oh Its Easy
He Will Built A Generator
That Will Use Electricity To Get Started
by Pak101.com (few years ago!)
Dulha Kmray Me Aatay Hun
Chair Se Takra K Gir Gya,
Dulhan (Ghabra k)Waqas Bhai
Aaram Se…
MORAL:Or Kro CznO sy Shadi:-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
At an INDIAN bus stand, An American Doctor got Heart attack after reading a Book's Name..!!
Guess the name of that book??
:
:
... .
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
"How to Become a DOCTOR in 30Days". Rs 150/-
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Taxi Driver Se:
Bhai Speed Slow Karo,
Mere 17 Chotay Chotay Bachay Hain.
Taxi Driver:Kanjra.
Apni Speed Vekhi Aa.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: yaar banta, sir ka msg aaya hai ki aaj extra class hogi, kya karun?
. . Banta: "message sending failed" likh ke bhej de...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bhikari: Baboo 10 Rs. ka sawal hai, chaay (Tea) peenee hai.
Aadmee: Lykin chaay tu 05 Rs. ki aati hai.
Bhikari (sharmatay hoay): Woh meri girl friend bhi saath hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur
uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aaj to Maa ne bhi saaf bol diya…
ki
Beta, Wife Aisi Lana Jo
Facebook Na Use Karti Hoo,
Ghar Mein Aur Kuch Kaam Bhi Hote Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Baap ne betay se kaha :
‘dekho ye aaj tumhari teacher ki taraf se mujhe 1 letter mila he….’
Beta : ‘aap bay-fikar rahen, mein ammi ko nahi bataon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)