Pathan ka beta paida howa
Pathan ka beta paida howa to pathan dekh kar ro raha tha
kisi ne pocha q ro rahe ho? Pathan :10 sal bad bacha paida howa aur wo bi chota sa
by Ramzankhan (few years ago!) / 936 views
Similar Jokes
Hmari dosti Tb Khtm hogi jb...
1 ghunga 1 behre ko call kar
k btyega ki 1 andhe ne dekha
ki 1 langda bhag rha tha Ghanze
k peeche Baal katne k liye......
by Mohammad Ali (few years ago!)
Urdu Jokes of Pathan Pathan Lateefay Pathan (ricksha wale se) station jane ke kitne paise lo ge ? Ricksha Wala : 50 rupay. Pathan : 20 le lo ? Rickha Wala : 20 main kon le kar jae ga? Pathan : Peeche betho hum le ke jae ga :D Aik pathan ka school main new admission hoa. Teacher : batao Allama Iqbal kon hain ? Pathan : hum ko kia pata . hum aaj hi to aya hai. Sardar Joke Urdu .
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
FARAZ to RAAZ Ek sawal ka jawab do..
WO KON C UNGLI HAI JIS MAI HADDI NAHI HOTI???
RAAZ-Pata nahi??
FARAZ-DASTANYE KI.
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 larka pathan se: Mai agar chahun to saray Pathano ko Jannat se nikaal kar Jahanum main la sakta hun.
Pathan: Kis tarah yaara?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Dosri GF (Second Girl Friend Time)
Ali ne apni girl friend ko date par bulaya,
Wo late aai,
Girl: Kiya mai late ho gai?
Ali: Falak pe chaand sitaaron ko nend aa rahi hai
Dosri ka time ho gaya, tu ab aa rahi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 SARDAR or American Siri paye kha rahe thay.
American k hath me bakray ki zaban agai.
American: Wats this?
SARDAR: Lo dasso
o khotaiya “This is Language”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan,
Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.
Kisi Ne Pucha: Kya Hua?
Pathan: Khocha! Dhakkan Main Likha Hai "Try Again.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dr:agr tm meri dawai se theak ho gae to ap mujhe kia du ge
mareez:me qabren khodta hun ap ki qabar faree khod dun ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Height of Innocence
Kid (on phone): Madam, My son will not come to school today !
.
Madam: Who are you?
.
Kid: My Papa Speaking !!
by inayat khan (few years ago!)
1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.
by inayat khan (few years ago!)