1 Pathan Namaz parh raha tha .
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke “hum ne Haj bhi kia hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1250 views
Similar Jokes
Beta : 500 Rs Do na.
Papa : Kya Karega ?
Beta : Mere Sare Friends Ka A/C Hai,
Mai Bhi Khulwaunga.
Papa : Very Good. Kaha Pe ?
Beta : Cigrate Ki Dukan Par.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
manish ko uska sasur jute maar raha tha anish :
Kyu maar rahe ho ise? Sasur : Maine ise Hospital se
SMS kiya.Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare
friends ko forward kar diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Evolution of man:
Without shaadi Spiderman
Shaadi ke din superman
Shaadi ke baad Gentleman
Aur
B.V khobsurat ho toh saari umar watchman.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sharabi ko Daru peta dekh American bola-Pani to
mila lo
Sharabi-Hum Indian hai itna pani to daru ko dekh
ke he muh me aa jata he
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aisi-ki- taisi kab hoti hai?
Kab lagta hai ki ab to bhagwan bhi nai bacha sakta
.
.
.
Ans:-jab DAST lage our pajame ka naada na khule
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chhota Bachha Dukandaar Se Bolta Hai.
Bachha: “Uncle Dettol Soap Hai Kya?”
Dukandaar (Naak Se Ungli Nikalte Hue) Bola: “Haan Beta, Hai Naa”
Bachha: “To Phir Haath Dhoke Ek Creamroll De Do“
by Pak101.com (few years ago!)
Sher k retire honay k bad Jungle k saray janwar naye badsha ko chun ne k liye Loomri ki sadarat main jama they..
Achanak kutta khara ho k bola k is bar badsha usay banaya jaye.
Loomri muskura k boli!Maa sadkay!! Yeh jungle hai. Pakistan nahi.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MATHS Teacher to our brilliant pathan...
How can u distribute 8 apples among 6 people equally?
PATHAN- Juice bana K...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ki Maa Ko Gussa Kab Aata Hai?
Jab Sardar Laughter Challange Me Hans Hans Kar Har Ek Contestant Ko Kehta He..
“Bas Kar Mere BAAP
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan PCO
Gaya
.
.
Aur
operator ko 2 zordaar thappar lagaye,
.
Guess
y?
.
?
?
.
.
.
?
.
Bcoz
.
Shop per likha tha k
Number milane se pehle 2 lgana mat bhuln
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)